हे हे
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
I love you.
छुट्टियों के ये दिन हैं सुहाने
साथी तेरा यूं साथ रहे
बच्चों के संग बच्चे फिर बन जाएं
मौज में झूमें ज़रा मस्ती करें
बनके बादल हाय
बनके पंछी हाय हाय
उड़ते रहे
क्या बात है जीजाजी
A B C D …
अपने गांव की गलियों में चलें हम
बचपन की यादों में खोया है मन
बाहें थामे तीन भाईयों की
ठुमकेगी फिर से उनकी बहन
सावन के झूलों से हाय
बाबुल के आंगन में हाय हाय
होगा मिलन
दीदी how emotional
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X
ऊ हू हू We love you.
ठंडी ठंडी ये हवाएं हमको
चुपके चुपके क्या कहतीं सुनो
मंज़िल है करीब अब हमारे
बोलें घटाएं खुशियां चुनो
नज़रें चुरा के दिल में छुपा के सपने बुनो
विनोद how romantic
A B C D …
A B C D E F G H ... I love you
Year
Language
he he
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
I love you.
chhuṭṭiyoṅ ke ye din haiṅ suhāne
sāthī terā yūṅ sāth rahe
bachchoṅ ke saṅg bachche phir ban jāeṅ
mauj meṅ jhūmeṅ zarā mastī kareṅ
banke bādal hāy
banke paṅchhī hāy hāy
uṛte rahe
kyā bāt hai jījājī
A B C D …
apne gāṅv kī galiyoṅ meṅ chaleṅ ham
bachapan kī yādoṅ meṅ khoyā hai man
bāheṅ thāme tīn bhāīyoṅ kī
ṭhumkegī phir se unkī bahan
sāvan ke jhūloṅ se hāy
bābul ke āṅgan meṅ hāy hāy
hogā milan
dīdī how emotional
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X
ū hū hū We love you.
ṭhaṅḍī ṭhaṅḍī ye havāeṅ hamko
chupke chupke kyā kahtīṅ suno
maṅzil hai karīb ab hamāre
boleṅ ghaṭāeṅ khuśhiyāṅ chuno
nazreṅ churā ke dil meṅ chhupā ke sapne buno
vinod how romantic
A B C D …