A B C D E F G, Dil Mera Aake Le Lo Ji

अ B च ड E F ग़्
Year
Language

A B C D E F G दिल मेरा आके लेलो जी
मैने कब इन्कार किया है खेल प्यार का खेलो जी
A B C D E F G …

हां तू लड़की है वही जो ख्वाबों में आती थी कभी कभी
तू दीवाना है मेरा ये पता चला है अभी अभी
अरे प्यारा प्यारा ये मौसम है मज़े प्यार के लेलो जी
A B C D E F G …

हाय तौबा तेरे नैन नशीले लुट गए हम तो खड़े खड़े
जिस आशिक़ ने प्यार किया वो आशिक़ सूली चढ़े चढ़े
मरने से अब क्‌या डरना मुझे बाहों में तुम लेलो जी
A B C D E F G …

A B C D E F G dil merā āke lelo jī
maine kab inkār kiyā hai khel pyār kā khelo jī
A B C D E F G …

hāṅ tū laṛkī hai vahī jo khvāboṅ meṅ ātī thī kabhī kabhī
tū dīvānā hai merā ye patā chalā hai abhī abhī
are pyārā pyārā ye mausam hai maze pyār ke lelo jī
A B C D E F G …

hāy taubā tere nain naśhīle luṭ gae ham to khaṛe khaṛe
jis āśhiq ne pyār kiyā vo āśhiq sūlī chaṛhe chaṛhe
marne se ab k‌yā ḍarnā mujhe bāhoṅ meṅ tum lelo jī
A B C D E F G …