दम भर जो उधर मुँह फेरे, ओ चन्दा
लता: दम भर जो उधर मुँह फेरे
दम भर जो उधर मुँह फेरे, ओ चन्दा
मै उनसे प्यार कर लूंगी, बातें हज़ार कर लूँगी
दिल करता है प्यार के सजदे - 2
और मैं भी उनके साथ
चाँद को चन्दा रोज़ ही देखे
मेरी पहली रात, हो … मेरी पहली रात
बादल में अब छुप जा रे ओ चन्दा
मै उनसे प्यार कर …
मुकेश: दम भर जो इधर मुँह फेरे
दम भर जो इधर मुँह फेरे, ओ चन्दा
मै उनसे प्यार कर लूँगा, नज़रें तो चार कर लूँगा
मै चोर हूँ काम है चोरी - 2
दुनिया में हूँ बदनाम
दिल को चुराता आया हूँ मैं
येही मेरा काम, हो … येही मेरा काम
आना तू गवाही देने ओ चन्दा
मै उनसे प्यार कर लूँगा, नज़रें तो चार कर लूँगा
लता: दिल को चुराके खो मत जाना - 2
राह न जाना भूल
इन कदमों से कुचल ना देना
मेरे दिल का फूल, हो … मेरे दिल का फूल
ये बात उन्हें समझा दे ओ चन्दा
मै उनसे प्यार कर लूँगी …
latā: dam bhar jo udhar muṇh phere
dam bhar jo udhar muṇh phere, o chandā
mai unse pyār kar lūṅgī, bāteṅ hazār kar lūṇgī
dil kartā hai pyār ke sajde - 2
aur maiṅ bhī unke sāth
chāṇd ko chandā roz hī dekhe
merī pahlī rāt, ho … merī pahlī rāt
bādal meṅ ab chhup jā re o chandā
mai unse pyār kar …
mukeśh: dam bhar jo idhar muṇh phere
dam bhar jo idhar muṇh phere, o chandā
mai unse pyār kar lūṇgā, nazreṅ to chār kar lūṇgā
mai chor hūṇ kām hai chorī - 2
duniyā meṅ hūṇ badnām
dil ko churātā āyā hūṇ maiṅ
yehī merā kām, ho … yehī merā kām
ānā tū gavāhī dene o chandā
mai unse pyār kar lūṇgā, nazreṅ to chār kar lūṇgā
latā: dil ko churāke kho mat jānā - 2
rāh na jānā bhūl
in kadmoṅ se kuchal nā denā
mere dil kā phūl, ho … mere dil kā phūl
ye bāt unheṅ samjhā de o chandā
mai unse pyār kar lūṇgī …