और कुछ देर ठहर और कुछ देर न जा
और कुछ देर ठहर और कुछ देर न जा
और कुछ देर ठहर …
रात बाक़ी है अभी रात में रस बाक़ी है
पाके तुझको तुझे पाने की हवस बाक़ी है
और कुछ देर ठहर और कुछ देर न जा
और कुछ देर ठहर …
जिस्म का रंग फ़ज़ा में जो बिखर जायेगा
महरबान हुस्न तेरा और निखर जायेगा
लाख ज़ालिम है ज़माना मगर इतना भी नहीं
तू जो बाहों में रहे वक़्त ठहर जायेगा
और कुछ देर ठहर और कुछ देर न जा
और कुछ देर ठहर …
ज़िंदगी अब इन्हीं क़दमों पे लुटा दूँ तो सही
ऐ हसीन बुत मैं ख़ुदा तुझको बना दूँ तो सही
और कुछ देर ठहर और कुछ देर न जा
और कुछ देर ठहर …
aur kuchh der ṭhahar aur kuchh der na jā
aur kuchh der ṭhahar …
rāt bāqī hai abhī rāt meṅ ras bāqī hai
pāke tujhko tujhe pāne kī havas bāqī hai
aur kuchh der ṭhahar aur kuchh der na jā
aur kuchh der ṭhahar …
jism kā raṅg fazā meṅ jo bikhar jāyegā
maharbān husn terā aur nikhar jāyegā
lākh zālim hai zamānā magar itnā bhī nahīṅ
tū jo bāhoṅ meṅ rahe vaqt ṭhahar jāyegā
aur kuchh der ṭhahar aur kuchh der na jā
aur kuchh der ṭhahar …
ziṅdgī ab inhīṅ qadmoṅ pe luṭā dūṇ to sahī
ai hasīn but maiṅ khudā tujhko banā dūṇ to sahī
aur kuchh der ṭhahar aur kuchh der na jā
aur kuchh der ṭhahar …