Atkan batkan dahee chatokan ... monday bhee ho sunday

अटकन बटकन दही चटोकन ... मोन्दय भी हो सुन्दय्
Year
Language

अटकन बटकन दही चटोकन मुसवा मोटा रुपया खोटा
माला टूटी baby छोटी
ह हा mummy कुछ भी खाए पर होती नहीं है मोटी
लल्ल लल्ल लल्ल
monday भी हो sunday सबकी मांग है मांग है
बोलो जी ये right है या wrong है wrong है

monday भी हो sunday सबकी मांग है
बोलो daddy right है या wrong है
right है या wrong ये कौन बोले
सुनके ये song हौले हौले
एक टांग पे घोड़ा नाचे छम छम छम
monday भी हो …

mummy सुनो सुनो ये story चंदा की हो गई चोरी
चोर चुरा के भागे उनके पीछे तारे भागे सारे भागे
सबके पीछे पीछे भागे हम हम हम
monday भी हो …

कितना प्यारा ये घर है अपना जैसे हो कोई सपना
सुन ले सारी दुनिया यहां पे खुशियां रहती हैं
कहती हैइं
यहां कभी न आए कोई ग़म ग़म ग़म
monday भी हो …

aṭkan baṭkan dahī chaṭokan musvā moṭā rupyā khoṭā
mālā ṭūṭī baby chhoṭī
ha hā mummy kuchh bhī khāe par hotī nahīṅ hai moṭī
lall lall lall
monday bhī ho sunday sabkī māṅg hai māṅg hai
bolo jī ye right hai yā wrong hai wrong hai

monday bhī ho sunday sabkī māṅg hai
bolo daddy right hai yā wrong hai
right hai yā wrong ye kaun bole
sunke ye song haule haule
ek ṭāṅg pe ghoṛā nāche chham chham chham
monday bhī ho …

mummy suno suno ye story chaṅdā kī ho gaī chorī
chor churā ke bhāge unke pīchhe tāre bhāge sāre bhāge
sabke pīchhe pīchhe bhāge ham ham ham
monday bhī ho …

kitnā pyārā ye ghar hai apnā jaise ho koī sapnā
sun le sārī duniyā yahāṅ pe khuśhiyāṅ rahtī haiṅ
kahtī haiiṅ
yahāṅ kabhī na āe koī ġham ġham ġham
monday bhī ho …