अठरा बरस की तू होने को आई रे ... जतन कुछ कर ले
र: अठरा बरस की तू होने को आई रे
कौन पूछेगा जतन कुछ कर ले
सजन कर ले जतन कुछ कर ले
ल: ख़ाली बातों से तेरी बात ना बनेगी राजा -2
हमसे न होगा मिलन कुछ कर ले
कुछ कर ले जतन कुछ कर ले
मेरे घुँघरू सलामत हज़ारों क़दरदान हैं
एक तू ही नहीं दिल में दिल में लाखों मेहमान हैं -2
र: लेकिन अब तक नाचेगी कभी तो थकेगी
जतन कुछ कर ले …
कर ले हमसे मोहब्बत मोहब्बत
कर ले हमसे मोहब्बत गुज़र ना जाएँ घड़ियाँ
हाय टूटती है पायल तो बनती हैं हथकड़ियाँ -2
ल: ( मैं हथकड़ियाँ पहनूँगी ) -2 न पहनूँगी तेरे कंगन कुछ कर ले
कुछ कर ले
जतन कुछ कर ले …
ra: aṭhrā baras kī tū hone ko āī re
kaun pūchhegā jatan kuchh kar le
sajan kar le jatan kuchh kar le
la: khālī bātoṅ se terī bāt nā banegī rājā -2
hamse na hogā milan kuchh kar le
kuchh kar le jatan kuchh kar le
mere ghuṇghrū salāmat hazāroṅ qadardān haiṅ
ek tū hī nahīṅ dil meṅ dil meṅ lākhoṅ mehmān haiṅ -2
ra: lekin ab tak nāchegī kabhī to thakegī
jatan kuchh kar le …
kar le hamse mohabbat mohabbat
kar le hamse mohabbat guzar nā jāeṇ ghaṛiyāṇ
hāy ṭūṭtī hai pāyal to bantī haiṅ hathkaṛiyāṇ -2
la: ( maiṅ hathkaṛiyāṇ pahnūṇgī ) -2 na pahnūṇgī tere kaṅgan kuchh kar le
kuchh kar le
jatan kuchh kar le …