Title (Indic)भगवान तेरा इन्सान देख ले है कितना नादान् WorkAstik Year1956 LanguageHindi Credits Role Artist Music Narayan Dutt Performer Mohammad Rafi Writer S P Kalla LyricsHindiभगवान तेरा इन्सान देख ले है कितना नादान अरे इसे तो झूठ-साँच की ज़रा नहीं पहचान देख ले है कितना नादान -2 मूरख मत झूठा भरमाना वरना फिर होगा पछताना कण-कण में वो बसा हुआ है पाए ना पहचान रे भगवान तेरा इन्सान … राम नाम गाँधी ने गाया दुनिया का बापू कहलाया जिसके घर दीइप जलाता पूजे सभी जहान रे भगवान तेरा इन्सान … तू पत्थर में प्राण जगा दे धरती और आकाश हिला दे आँखें होते अन्धे क्यों हैं ये तेरे इन्सान रे भगवान तेरा इन्सान … Englishbhagvān terā insān dekh le hai kitnā nādān are ise to jhūṭh-sāṇch kī zarā nahīṅ pahchān dekh le hai kitnā nādān -2 mūrakh mat jhūṭhā bharmānā varnā phir hogā pachhtānā kaṇ-kaṇ meṅ vo basā huā hai pāe nā pahchān re bhagvān terā insān … rām nām gāṇdhī ne gāyā duniyā kā bāpū kahlāyā jiske ghar dīip jalātā pūje sabhī jahān re bhagvān terā insān … tū patthar meṅ prāṇ jagā de dhartī aur ākāśh hilā de āṇkheṅ hote andhe kyoṅ haiṅ ye tere insān re bhagvān terā insān …