असलम भाई ... दुबई का चश्मा चीन की चड्ढी
चिक चिकूम दूम दूम तक चिक चिकूम
हे असलम भाई मेरे असलम भाई
दुबई का चश्मा चीन की चड्ढी और ईरानी चाय
असलम भाई …
कच्चा पक्का तीन सौ बीस उधार की बीड़ी हाय
तेरा चेहरा क़यामत है अरे bollywood की शामत है
ना तू नंगा ना तू हकला ना तू गंजा असलम भाई
हाथ में बस पाँच उंगली हीरो बन जा असलम भाई
माधुरी पछताएगी ऐश्वर्या करेगी हाय
असलम भाई …
आँख में तेरी magic है हे हे चेहरा कितना tragic है
house full के board पर तू मुस्कुराना असलम भाई
माफ़िया से पंगा लेना ना कभी ना असलम भाई
आपके बिन सूनी होगी फ़िल्मी दुनिया हाय
असलम भाई …
chik chikūm dūm dūm tak chik chikūm
he aslam bhāī mere aslam bhāī
dubaī kā chaśhmā chīn kī chaḍḍhī aur īrānī chāy
aslam bhāī …
kachchā pakkā tīn sau bīs udhār kī bīṛī hāy
terā chehrā qayāmat hai are bollywood kī śhāmat hai
nā tū naṅgā nā tū haklā nā tū gaṅjā aslam bhāī
hāth meṅ bas pāṇch uṅglī hīro ban jā aslam bhāī
mādhurī pachhtāegī aiśhvaryā karegī hāy
aslam bhāī …
āṇkh meṅ terī magic hai he he chehrā kitnā tragic hai
house full ke board par tū muskurānā aslam bhāī
māfiyā se paṅgā lenā nā kabhī nā aslam bhāī
āpke bin sūnī hogī filmī duniyā hāy
aslam bhāī …