Aslaa vallaa vallaa ... feenak yaa habeebee ... dil ko churaa ke mere

असला वल्ला वल्ला ... फ़ीनक या हबीबी ... दिल को चुरा के मेरे
Year
Language

ना ना ना ना ना ना न न ना
असला वल्ला वल्ला मैं लैला वल्ला वल्ला
ओएला ओएला आ आ
फ़ीनक या हबीबी फ़ीनक या हबीबी फ़ीनक
दिल को चुरा के मेरे अपना बना ले मुझे
दिल मेरा ले के जाए मेहबूबा
असला वल्ला वल्ला …

यक ब यक तेरा सामने आना
यक ब यक तेरा दिल को धड़काना
यक ब यक नज़रें मिलाना
यक ब यक नज़रें चुराना
यक ब यक मुस्कुराना या अल्ला अल्ला वल्ला
यक ब यक तेरा सामने आना
फ़ीनक या हबीबी फ़ीनक
ये आँखें तेरी
दिल को चुरा के मेरे …

चाँद तारे तेरे बदन में जड़े हैं
आगे पीछे आशिक़ हज़ारों खड़े हैं
तेरे मेरे दो नैना जब से लड़े हैं
तेरी बाहों में आ के हम तो मरे हैं
फ़ीनक या हबीबी फ़ीनक
ये आँखें तेरी
दिल को चुरा के मेरे …

रूप तेरा सोने में ढल के बना है
जान मेरी तुझ में नशा ही नशा है

उफ़ क्‌या निगाहें क्‌या अदा है
आज ये दीवाना तो तुझ पे फ़िदा है

nā nā nā nā nā nā na na nā
aslā vallā vallā maiṅ lailā vallā vallā
oelā oelā ā ā
fīnak yā habībī fīnak yā habībī fīnak
dil ko churā ke mere apnā banā le mujhe
dil merā le ke jāe mehbūbā
aslā vallā vallā …

yak ba yak terā sāmne ānā
yak ba yak terā dil ko dhaṛkānā
yak ba yak nazreṅ milānā
yak ba yak nazreṅ churānā
yak ba yak muskurānā yā allā allā vallā
yak ba yak terā sāmne ānā
fīnak yā habībī fīnak
ye āṇkheṅ terī
dil ko churā ke mere …

chāṇd tāre tere badan meṅ jaṛe haiṅ
āge pīchhe āśhiq hazāroṅ khaṛe haiṅ
tere mere do nainā jab se laṛe haiṅ
terī bāhoṅ meṅ ā ke ham to mare haiṅ
fīnak yā habībī fīnak
ye āṇkheṅ terī
dil ko churā ke mere …

rūp terā sone meṅ ḍhal ke banā hai
jān merī tujh meṅ naśhā hī naśhā hai

uf k‌yā nigāheṅ k‌yā adā hai
āj ye dīvānā to tujh pe fidā hai