Ai mohabbat, yoon hee too badnaam naheen

ऐ मोहब्बत, यूँ ही तू बदनाम नहीं
Work
Year
Language

ऐ मोहब्बत, यूँ ही तू बदनाम नहीं
ऐ मोहब्बत, यूँ ही तू बदनाम नहीं, ऐ मोहब्बत

जीने तो देती नहीं
जीने तो देती नहीं, जान भी लेती नहीं
ऐ मोहब्बत, यूँ ही तू बदनाम नहीं, ऐ मोहब्बत

दीवानों के फ़साने सुने
दीवानों के फ़साने सुने, लोगों को फ़ुर्सत ही नहीं
ऐ मोहब्बत, यूँ ही तू बदनाम नहीं, ऐ मोहब्बत

ग़म पी के मरता कोई
ग़म पी के मरता कोई, ज़हर की ज़रूरत नहीं
ऐ मोहब्बत, यूँ ही तू बदनाम नहीं, ऐ मोहब्बत

मेरे मरने पे दोस्तों कभी
मेरे मरने पे दोस्तों कभी, अश्क़ गिराना नहीं
ऐ मोहब्बत, यूँ ही तू बदनाम नहीं, ऐ मोहब्बत

दस्तूर है पुराना
दस्तूर है पुराना, जीते-जी हमदम काम आते नहीं
ऐ मोहब्बत, यूँ ही तू बदनाम नहीं, ऐ मोहब्बत्

ai mohabbat, yūṇ hī tū badnām nahīṅ
ai mohabbat, yūṇ hī tū badnām nahīṅ, ai mohabbat

jīne to detī nahīṅ
jīne to detī nahīṅ, jān bhī letī nahīṅ
ai mohabbat, yūṇ hī tū badnām nahīṅ, ai mohabbat

dīvānoṅ ke fasāne sune
dīvānoṅ ke fasāne sune, logoṅ ko fursat hī nahīṅ
ai mohabbat, yūṇ hī tū badnām nahīṅ, ai mohabbat

ġham pī ke martā koī
ġham pī ke martā koī, zahar kī zarūrat nahīṅ
ai mohabbat, yūṇ hī tū badnām nahīṅ, ai mohabbat

mere marne pe dostoṅ kabhī
mere marne pe dostoṅ kabhī, aśhq girānā nahīṅ
ai mohabbat, yūṇ hī tū badnām nahīṅ, ai mohabbat

dastūr hai purānā
dastūr hai purānā, jīte-jī hamdam kām āte nahīṅ
ai mohabbat, yūṇ hī tū badnām nahīṅ, ai mohabbat