Ashkon ne jo paayaa hai

अश्कों ने जो पाया है
Year
Language

अश्कों ने जो पाया है वो गीतों में दिया है
इस पर भी सुना है कि ज़माने को गिला है

जो तार से निकली है वो धुन सब ने सुनी है
जो साज़ पे गुज़री है वो किस दिल को पता है
अश्कों ने जो पाया है …

हम फूल हैं औरों के लिये लाये हैं खुशबू
अपने लिये ले दे के बस इक दाग़ मिला है
अश्कों ने जो पाया है …

aśhkoṅ ne jo pāyā hai vo gītoṅ meṅ diyā hai
is par bhī sunā hai ki zamāne ko gilā hai

jo tār se niklī hai vo dhun sab ne sunī hai
jo sāz pe guzrī hai vo kis dil ko patā hai
aśhkoṅ ne jo pāyā hai …

ham phūl haiṅ auroṅ ke liye lāye haiṅ khuśhbū
apne liye le de ke bas ik dāġh milā hai
aśhkoṅ ne jo pāyā hai …