Gam jo paayaa hai to seene se lagaa le isko

गम जो पाया है तो सीने से लगा ले इसको
Work
Year
Language

ग़म जो पाया है तो सीने से लगा ले इसको
दिल में ये आग छुपा के तुझे जीना होगा
देख अमृत जो पिलाना है तुझे औरों को
तेरे हिस्से में है जो ज़हर वो पीना होगा

ġham jo pāyā hai to sīne se lagā le isko
dil meṅ ye āg chhupā ke tujhe jīnā hogā
dekh amṛt jo pilānā hai tujhe auroṅ ko
tere hisse meṅ hai jo zahar vo pīnā hogā