area का hero हूँ ऐ
area का hero हूँ क्या पानी कम समझेली है
चल हट जा बाजू छोकरी ये खोपड़ी हठेली है
थोबड़ा है चिकना body मस्त बनाई
कपड़े डाले top के english अपुन की high
understand
जैसी तेरी सूरत वैसी तेरी बातें
गलियों में दिन गुज़ारे सड़कों पे रातें
ऐ ऐसा क्यूं बोलती है दिल क्यूं तोड़ती है
दिल की किताब तू क्यूं नहीं खोलती है
अरे जा रे जा दीवाने तू ढूंढे क्यूं बहाने तू
किसको सुनाता है झूठे ये फ़साने तू
फिर तेरा मेरा है कैसा रिश्ता ये तो मुझे बता दे
area का hero …
life में तो तेरी बहुत से हैं फ़ांदे
तभी तो झाले माज़े रोटी चे वांदे
जैसा तू करेगा वैसा ही भरेगा
तू भी ऐसा बोलेगी तो अपुन क्या करेगा
अरे रे रे ऐसा क्यूं सोचता है दिल क्यूं तोड़ता है
मैं जो तेरे साथ हूँ आस क्यूं छोड़ता है
ये जो तेरा रूप है छांव है के धूप है
मैं तो इतना जानता हूँ यारी तेरी खूब है
फिर टकरा जा दुनिया से और सबको तू हरा दे
area का hero …
area kā hero hūṇ ai
area kā hero hūṇ kyā pānī kam samjhelī hai
chal haṭ jā bājū chhokrī ye khopaṛī haṭhelī hai
thobaṛā hai chiknā body mast banāī
kapaṛe ḍāle top ke english apun kī high
understand
jaisī terī sūrat vaisī terī bāteṅ
galiyoṅ meṅ din guzāre saṛkoṅ pe rāteṅ
ai aisā kyūṅ boltī hai dil kyūṅ toṛtī hai
dil kī kitāb tū kyūṅ nahīṅ kholtī hai
are jā re jā dīvāne tū ḍhūṅḍhe kyūṅ bahāne tū
kisko sunātā hai jhūṭhe ye fasāne tū
phir terā merā hai kaisā riśhtā ye to mujhe batā de
area kā hero …
life meṅ to terī bahut se haiṅ fāṅde
tabhī to jhāle māze roṭī che vāṅde
jaisā tū karegā vaisā hī bharegā
tū bhī aisā bolegī to apun kyā karegā
are re re aisā kyūṅ sochtā hai dil kyūṅ toṛtā hai
maiṅ jo tere sāth hūṇ ās kyūṅ chhoṛtā hai
ye jo terā rūp hai chhāṅv hai ke dhūp hai
maiṅ to itnā jāntā hūṇ yārī terī khūb hai
phir ṭakrā jā duniyā se aur sabko tū harā de
area kā hero …