अरे रे अरे ये क्या हुआ मैने न ये जाना
अरे रे अरे ये क्या हुआ मैने न ये जाना
अरे रे अरे बन जाए ना कहीं कोई अफ़साना
अरे रे अरे कुछ हो गया कोई न पहचाना
अरे रे अरे बनता है तो बन जाए अफ़साना
हा हा हा तु रु रु
हाथ मेरा थाम लो साथ जब तक हो
बात कुछ होती रहे बात जब तक हो
सामने बैठे रहो तुम रात जब तक हो
अरे रे अरे ये क्या हुआ …
नाम क्या दें क्या कहें दिल के मौसम को
आग जैसे लग गई आज शबनम को
ऐसा लगता है किसी ने छू लिया हमको
अरे रे अरे ये क्या हुआ …
तुम चले जाओ ज़रा हम संभल जाएं
धड़कनें दिल की कहीं ना आज थम जाएं
वक़्त से आगे कहीं ना हम निकल जाएं
अरे रे अरे ये क्या हुआ …
हममें तुममें कुछ तो है कुछ नहीं है क्या
देख लो ये दिल जहाँ था ये वहीं है क्या
are re are ye kyā huā maine na ye jānā
are re are ban jāe nā kahīṅ koī afsānā
are re are kuchh ho gayā koī na pahchānā
are re are bantā hai to ban jāe afsānā
hā hā hā tu ru ru
hāth merā thām lo sāth jab tak ho
bāt kuchh hotī rahe bāt jab tak ho
sāmne baiṭhe raho tum rāt jab tak ho
are re are ye kyā huā …
nām kyā deṅ kyā kaheṅ dil ke mausam ko
āg jaise lag gaī āj śhabnam ko
aisā lagtā hai kisī ne chhū liyā hamko
are re are ye kyā huā …
tum chale jāo zarā ham saṅbhal jāeṅ
dhaṛakneṅ dil kī kahīṅ nā āj tham jāeṅ
vaqt se āge kahīṅ nā ham nikal jāeṅ
are re are ye kyā huā …
hammeṅ tummeṅ kuchh to hai kuchh nahīṅ hai kyā
dekh lo ye dil jahāṇ thā ye vahīṅ hai kyā