Are jaane vaale mujhe chhor jaa too ... are jaan-e-jaan too

अरे जाने वाले मुझे छोड़ जा तू ... अरे जान-ए-जां तू
Work
Year
Language

अरे जाने वाले मुझे छोड़ जा तू
मगर जाते जाते ये दिल तोड़ जा तू
अरे जान-ए-जां तू मगर जान-ए-जां तू
अरे जान-ए-जां तू …

समझ ले तू मेरे ग़मों की पहेली
के मैं रह गई हूँ बहुत ही अकेली
नहीं ज़िंदगी तो भले मौत हो वो
किसी से तो रिश्ता मेरा जोड़ जा तू
अरे जान-ए-जां …

सदा खुश रहे तू दुआ दे रही हूँ
खड़ी रास्ते में सदा दे रही हूँ
ठहरना ज़रा और मेरा दिल मेरी जां
मेरा कुछ तू वापस मुझे मोड़ जा तू
अरे जान-ए-जां …

are jāne vāle mujhe chhoṛ jā tū
magar jāte jāte ye dil toṛ jā tū
are jān-e-jāṅ tū magar jān-e-jāṅ tū
are jān-e-jāṅ tū …

samajh le tū mere ġhamoṅ kī pahelī
ke maiṅ rah gaī hūṇ bahut hī akelī
nahīṅ ziṅdgī to bhale maut ho vo
kisī se to riśhtā merā joṛ jā tū
are jān-e-jāṅ …

sadā khuśh rahe tū duā de rahī hūṇ
khaṛī rāste meṅ sadā de rahī hūṇ
ṭhaharnā zarā aur merā dil merī jāṅ
merā kuchh tū vāpas mujhe moṛ jā tū
are jān-e-jāṅ …