अरे हो जमालो ज़रा मुझको सम्भालो ... मेरे दिल की बातें जाने ना
उ: ( अरे हो जमालो ज़रा मुझको सम्भालो जवाँ महफ़िल सजा लो
जमालो हो जमालो
किया है प्यार मैने इक लड़की से
वो नादाँ मेरे दिल की बातें जाने ना ) -2
को: ये ये ये
उ: ऊँ ( मेरे सवालों में मेरे जवाबों में तू छुपी है
मेरे ख़यालों में आँखों में ख़्वाबों में तू बसी है ) -2
तू मेरी यादों में तू मेरी चाहत की चाँदनी है
तू मेरी साँसों में तू सिर्फ़ मेरे लिए ही बनी है
मेरे होंठों पे तेरा फ़साना
बना तेरे लिए मैं दीवाना
मुझे कितनी मोहब्बत है तुझसे
मेरे दिलबर नहीं तूने जाना
अरे हो जमालो ज़रा मुझको सम्भालो जवाँ महफ़िल सजा लो
जमालो हो जमालो
किया है प्यार मैने इक लड़की से
वो नादाँ मेरे दिल की बातें जाने ना
को: ये ये ये
वै: ( तू जो मिला मुझको सारे ज़माने को भूल गई मैं
आके पनाहों में तेरी ही बाँहों में झूल गई मैं ) -2
चाहत के पन्नों पे मैने तो तेरा ही रंग सजाया
तन्हा अकेले में मैने तो तुझको ही अंग लगाया
मुझे तूने जो अपना बनाया
मेरे सपनों को सच कर दिखाया
बात बरसों जो दिल में छुपाई
राज़ वो आज सबसे बताया
उ: हे हो जमालो ज़रा मुझको सम्भालो जवाँ महफ़िल सजा लो
जमालो हो जमालो
वै: किया है प्यार मैने इक लड़के से
इसके बिन अब मेरा दिल तो माने ना
हो माने ना हो
हो ओ माने ना
u: ( are ho jamālo zarā mujhko sambhālo javāṇ mahafil sajā lo
jamālo ho jamālo
kiyā hai pyār maine ik laṛkī se
vo nādāṇ mere dil kī bāteṅ jāne nā ) -2
ko: ye ye ye
u: ūṇ ( mere savāloṅ meṅ mere javāboṅ meṅ tū chhupī hai
mere khayāloṅ meṅ āṇkhoṅ meṅ khvāboṅ meṅ tū basī hai ) -2
tū merī yādoṅ meṅ tū merī chāhat kī chāṇdnī hai
tū merī sāṇsoṅ meṅ tū sirf mere lie hī banī hai
mere hoṅṭhoṅ pe terā fasānā
banā tere lie maiṅ dīvānā
mujhe kitnī mohabbat hai tujhse
mere dilbar nahīṅ tūne jānā
are ho jamālo zarā mujhko sambhālo javāṇ mahafil sajā lo
jamālo ho jamālo
kiyā hai pyār maine ik laṛkī se
vo nādāṇ mere dil kī bāteṅ jāne nā
ko: ye ye ye
vai: ( tū jo milā mujhko sāre zamāne ko bhūl gaī maiṅ
āke panāhoṅ meṅ terī hī bāṇhoṅ meṅ jhūl gaī maiṅ ) -2
chāhat ke pannoṅ pe maine to terā hī raṅg sajāyā
tanhā akele meṅ maine to tujhko hī aṅg lagāyā
mujhe tūne jo apnā banāyā
mere sapnoṅ ko sach kar dikhāyā
bāt barsoṅ jo dil meṅ chhupāī
rāz vo āj sabse batāyā
u: he ho jamālo zarā mujhko sambhālo javāṇ mahafil sajā lo
jamālo ho jamālo
vai: kiyā hai pyār maine ik laṛke se
iske bin ab merā dil to māne nā
ho māne nā ho
ho o māne nā