Are hamkaa kaa ... are hamkaa aeesaa-vaeesaa

अरे हमका का ... अरे हमका अईसा-वईसा
Work
Year
Language

अ: अरे हमका का समझत हो
का कहा का समझत हो
मु: अरे हमका अईसा-वईसा ना समझो हम बड़े काम की चीज
ओ बाबू बड़े काम की चीज
( कौन बुरा है कौन भला है ) -2 हमको है तमीज़
हमका अईसा-वईसा …

अरे इक दिन हम गए जंगल मा ऊहाँ मिल गए हमका डाकू
ससुरा मिल गए हमका डाकू
किसी के हाथ मा बरछा-भाला ( किसी के हाथ मा चाकू ) -2
हमने पूछा ओ हमने पूछा
कितने हो तुम तब वो बोले दस
अ: हम कहा बस का कहा बस
मु: अईसा हाथ जमाया दो गज़ धरती मा गए धस धस धस
हमका अईसा-वईसा …

अरे इक दिन अपने गाँव मां ( इक मेम सहर से आई ) -2
देख के अपनी मस्त जवानी मन मां वो मुस्काई
अरे मन मां वो मुस्काई
( बड़े प्यार से ) -2 उसने हमका दिया गुलाबी फूल
अ: हम कहा ई का देत हो हमका
फूल का देत हो फूल
मु: हाथ जोड़ कर फिर वो बोली हो गई हमसे भूल भूल भूल
हमका अईसा-वईसा …
अरे बबुआ बड़े काम की चीज्

a: are hamkā kā samjhat ho
kā kahā kā samjhat ho
mu: are hamkā aīsā-vaīsā nā samjho ham baṛe kām kī chīj
o bābū baṛe kām kī chīj
( kaun burā hai kaun bhalā hai ) -2 hamko hai tamīz
hamkā aīsā-vaīsā …

are ik din ham gae jaṅgal mā ūhāṇ mil gae hamkā ḍākū
sasurā mil gae hamkā ḍākū
kisī ke hāth mā barchhā-bhālā ( kisī ke hāth mā chākū ) -2
hamne pūchhā o hamne pūchhā
kitne ho tum tab vo bole das
a: ham kahā bas kā kahā bas
mu: aīsā hāth jamāyā do gaz dhartī mā gae dhas dhas dhas
hamkā aīsā-vaīsā …

are ik din apne gāṇv māṅ ( ik mem sahar se āī ) -2
dekh ke apnī mast javānī man māṅ vo muskāī
are man māṅ vo muskāī
( baṛe pyār se ) -2 usne hamkā diyā gulābī phūl
a: ham kahā ī kā det ho hamkā
phūl kā det ho phūl
mu: hāth joṛ kar phir vo bolī ho gaī hamse bhūl bhūl bhūl
hamkā aīsā-vaīsā …
are babuā baṛe kām kī chīj