Are duniyaa men aae ho to yaaro ... glass toraa baarah aanaa

अरे दुनिया में आए हो तो यारो ... ग्लस्स तोड़ा बारह आना
Work
Year
Language

को: ल ल ला ल ल ल ला ल ल ल ल ल ला -4
वि: अरे दुनिया में आए हो तो यारो कुछ कर के जाना
हाँ दुनिया में आए हो तो यारो कुछ कर के जाना
वरना लोग कहेंगे -2
अरे खाया पिया कुछ नहीं और glass तोड़ा बारह आना
दुनिया में आए हो तो यारो कुछ कर के जाना

( पैसा जब तक पास है ऐश करो तुम
cheque मिला तक़दीर का cash करो तुम ) -2
जीना उनको आए जो मरने को तैयार हैं
ग़म के मौसम हैं बड़े ख़ुशियों के दिन चार हैं
कल की परवाह छोड़ के यार मिल के मौज मनाना
दुनिया में आए हो तो यारो कुछ कर के जाना
हाँ-हाँ
को: अरे दुनिया में आए हो तो यारो कुछ कर के जाना

वि: ( उम्र-ए-जवानी ना कभी आए दोबारा
प्यार किसी दिलदार से कर ले तू यारा ) -2
होंठों की रंगीनियाँ बाँहों वाला हार ले
मौक़ा जो तुझको मिले छुप के बाज़ी मार ले
पंछी जो उड़ जाएगा बाद में होगा पछताना
दुनिया में आए हो तो यारो कुछ कर के जाना
हाँ
को: दुनिया में आए हो तो यारो कुछ कर के जाना
वि: हे ( वरना लोग कहेंगे ) -2
अरे खाया पिया कुछ नहीं और glass तोड़ा बारह आना
को: दुनिया में आए हो तो यारो कुछ कर के जाना
वि: हो ओ ओ दुनिया में आए हो तो यारो कुछ कर के जाना
को: ल ल ला ल ल ल ला ल ल ल ल ल ला -4

ko: la la lā la la la lā la la la la la lā -4
vi: are duniyā meṅ āe ho to yāro kuchh kar ke jānā
hāṇ duniyā meṅ āe ho to yāro kuchh kar ke jānā
varnā log kaheṅge -2
are khāyā piyā kuchh nahīṅ aur glass toṛā bārah ānā
duniyā meṅ āe ho to yāro kuchh kar ke jānā

( paisā jab tak pās hai aiśh karo tum
cheque milā taqdīr kā cash karo tum ) -2
jīnā unko āe jo marne ko taiyār haiṅ
ġham ke mausam haiṅ baṛe khuśhiyoṅ ke din chār haiṅ
kal kī parvāh chhoṛ ke yār mil ke mauj manānā
duniyā meṅ āe ho to yāro kuchh kar ke jānā
hāṇ-hāṇ
ko: are duniyā meṅ āe ho to yāro kuchh kar ke jānā

vi: ( umr-e-javānī nā kabhī āe dobārā
pyār kisī dildār se kar le tū yārā ) -2
hoṅṭhoṅ kī raṅgīniyāṇ bāṇhoṅ vālā hār le
mauqā jo tujhko mile chhup ke bāzī mār le
paṅchhī jo uṛ jāegā bād meṅ hogā pachhtānā
duniyā meṅ āe ho to yāro kuchh kar ke jānā
hāṇ
ko: duniyā meṅ āe ho to yāro kuchh kar ke jānā
vi: he ( varnā log kaheṅge ) -2
are khāyā piyā kuchh nahīṅ aur glass toṛā bārah ānā
ko: duniyā meṅ āe ho to yāro kuchh kar ke jānā
vi: ho o o duniyā meṅ āe ho to yāro kuchh kar ke jānā
ko: la la lā la la la lā la la la la la lā -4