अरे बापू माता री ... सोणी सी दुल्हनिया का
अरे बापू माता री कोटमारी तूम्बा
अरे
सोणी सी दुल्हनिया का मिल गया चुम्मा
अरे बापू …
चल गया चक्कर मिल गई कुण्डली बात हो गई पक्की
सारे शहर में हो गया हल्ला गंगाराम है lucky
अरे चल गया
बहू ऐसी मिली आय हाय
अरे बहू ऐसी मिली खुश हो गई मेरी अम्मा
अरे बापू …
है गाल गुलाबी बाल रेशमी है मलमल की गुड़िया
सच मानो तो मिल गई मुझ को इक सोने की चिड़िया
अरे मेरी तो निकल पड़ी हाय हाय निकल पड़ी रे
मेरी तो निकल पड़ी बज गया तुम्बा
अरे बापू …
अरे लटक मटक के पहूँचा आखिर फिर मैं भी प्रेम नगरिया
मार दे उस पे प्रेम के छींटे मेरी प्रेम गगरिया
तू ही मेरी उर्वशी है तू ही मेरी रम्भा
अरे बापू …
are bāpū mātā rī koṭmārī tūmbā
are
soṇī sī dulhniyā kā mil gayā chummā
are bāpū …
chal gayā chakkar mil gaī kuṇḍlī bāt ho gaī pakkī
sāre śhahar meṅ ho gayā hallā gaṅgārām hai lucky
are chal gayā
bahū aisī milī āy hāy
are bahū aisī milī khuśh ho gaī merī ammā
are bāpū …
hai gāl gulābī bāl reśhmī hai malmal kī guṛiyā
sach māno to mil gaī mujh ko ik sone kī chiṛiyā
are merī to nikal paṛī hāy hāy nikal paṛī re
merī to nikal paṛī baj gayā tumbā
are bāpū …
are laṭak maṭak ke pahūṇchā ākhir phir maiṅ bhī prem nagriyā
mār de us pe prem ke chhīṅṭe merī prem gagriyā
tū hī merī urvśhī hai tū hī merī rambhā
are bāpū …