अरे आज कन्हैया देखेंगे ... नाच मेरी राधा ज़रा ज़ोरों से
कु: अरे आज कन्हैया देखेंगे और नाचेगी राधा
हम आए हैं यार से करके ये पक्का वादा हाँ हाँ ये पक्का वादा
अपना रस्ता रोक सकेगी अब ना कोई बाधा हाँ हाँ अब ना कोई बाधा
अरे आज कन्हैया देखेंगे …
छुन छनानननन छुम छुम छुम अरे हो जाओ शुरु
नाच मेरी राधा ज़रा ज़ोरों से नाच
पूरब से नाच राधा पश्चिम से नाच
उत्तर से नाच राधा दक्षिण से नाच
चारों दिशाओं चारों ओर से नाच
नाच मेरी राधा ज़ोरों से नाच
अ: नाचूँगी बलखा के लहरा के नाच
संग तुम्हारे मुझे काहे की लाज
नाचेगी राधा ज़ोरों शोरों से नाच
कु: नाच मेरी राधा …
राधा आ आ राधा
राधा अपने रूप का ऐसा मन्तर मार
चमत्कार करने वालों का हो जाए बंटाधार
छल वालों को बल से मारो बल वालों को छल से
अ: छल वालों को …
कितनी भी मुश्किल हो बाज़ी जीत लो यहाँ अक्ल से
कु: हाँ हाँ जीत लो यहाँ अक्ल से
हे उंगली पे जो यहाँ सबको नचाए
हमें इसको नचाना पड़ेगा
हा हा हा हा अक्ल के अंधों को ओ रास्ता दिखाए
उसे रस्ते पे लाना पड़ेगा
अ: हाँ उसे रस्ते पे लाना पड़ेगा
कु: पर्दा उठा नक़ली चेहरों से आज
पहना दे ज़ुल्मों को काँटों का ताज
अ: जिनको है अपने क़रिश्मों पे नाज़
खुल जाए उनके क़रिश्मों का राज़
कु: हाँ चारों दिशाओं चारों ओर …
अ: कृष्णा -4
मैं तेरी कठपुतली कृष्णा जैसे नचाए नाचूँ
तुझमें मैं हूँ मुझमें तू है तेरे बिना मैं क्या हूँ
जो आसमानों में उड़ता फिरे उसे धरती पे लाना पड़ेगा
कु: हाँ खुद को जो भगवान सबका बताए
उसे इन्सां बनाना पड़ेगा
अ: हाँ उसे इन्सां बनाना पड़ेगा
कु: धोखे पे धोखे जो दे धोखेबाज़
कब तक करेगा दिलों पे वो राज
अ: टूटे भरम के रस्म-ओ-रिवाज़
जल जाए छलिया ये छल
कु: हाँ चारों दिशाओं चारों ओर …
बर्बादी-ए-ग़ुलशन की ख़ातिर बस एक ही उल्लू काफ़ी है
हर साख पे उल्लू बैठे हैं अन्जाम-ए-गुलिस्तां का हुइए
अ: अन्जाम-ए-गुलिस्तां जो हुइए ऊ बाद मा देखा जाएगा
शुरुआत भई है अभी अभी अरे मज़ा तो बाद में आएगा
ku: are āj kanhaiyā dekheṅge aur nāchegī rādhā
ham āe haiṅ yār se karke ye pakkā vādā hāṇ hāṇ ye pakkā vādā
apnā rastā rok sakegī ab nā koī bādhā hāṇ hāṇ ab nā koī bādhā
are āj kanhaiyā dekheṅge …
chhun chhanānananan chhum chhum chhum are ho jāo śhuru
nāch merī rādhā zarā zoroṅ se nāch
pūrab se nāch rādhā paśhchim se nāch
uttar se nāch rādhā dakṣhiṇ se nāch
chāroṅ diśhāoṅ chāroṅ or se nāch
nāch merī rādhā zoroṅ se nāch
a: nāchūṇgī balkhā ke lahrā ke nāch
saṅg tumhāre mujhe kāhe kī lāj
nāchegī rādhā zoroṅ śhoroṅ se nāch
ku: nāch merī rādhā …
rādhā ā ā rādhā
rādhā apne rūp kā aisā mantar mār
chamatkār karne vāloṅ kā ho jāe baṅṭādhār
chhal vāloṅ ko bal se māro bal vāloṅ ko chhal se
a: chhal vāloṅ ko …
kitnī bhī muśhkil ho bāzī jīt lo yahāṇ akla se
ku: hāṇ hāṇ jīt lo yahāṇ akla se
he uṅglī pe jo yahāṇ sabko nachāe
hameṅ isko nachānā paṛegā
hā hā hā hā akla ke aṅdhoṅ ko o rāstā dikhāe
use raste pe lānā paṛegā
a: hāṇ use raste pe lānā paṛegā
ku: pardā uṭhā naqlī chehroṅ se āj
pahnā de zulmoṅ ko kāṇṭoṅ kā tāj
a: jinko hai apne qariśhmoṅ pe nāz
khul jāe unke qariśhmoṅ kā rāz
ku: hāṇ chāroṅ diśhāoṅ chāroṅ or …
a: kṛṣhṇā -4
maiṅ terī kaṭhputlī kṛṣhṇā jaise nachāe nāchūṇ
tujhmeṅ maiṅ hūṇ mujhmeṅ tū hai tere binā maiṅ kyā hūṇ
jo āsmānoṅ meṅ uṛtā phire use dhartī pe lānā paṛegā
ku: hāṇ khud ko jo bhagvān sabkā batāe
use insāṅ banānā paṛegā
a: hāṇ use insāṅ banānā paṛegā
ku: dhokhe pe dhokhe jo de dhokhebāz
kab tak karegā diloṅ pe vo rāj
a: ṭūṭe bharam ke rasm-o-rivāz
jal jāe chhaliyā ye chhal
ku: hāṇ chāroṅ diśhāoṅ chāroṅ or …
barbādī-e-ġhulaśhan kī khātir bas ek hī ullū kāfī hai
har sākh pe ullū baiṭhe haiṅ anjām-e-gulistāṅ kā huie
a: anjām-e-gulistāṅ jo huie ū bād mā dekhā jāegā
śhuruāt bhaī hai abhī abhī are mazā to bād meṅ āegā