अप्रिल फ़ूल बनाया तो उनको गुस्सा आया
( April fool बनाया तो उनको गुस्सा आया
तो मेरा क्या क़सूर ज़माने का क़सूर
जिसने दस्तूर बनाया ) -2
April fool बनाया …
दिलबर ओ जान-ए-जानाँ गुस्से के रूप में लगती हो और हसीन -2
तेरी क़ातिल अदा ने मार ही डाला कर लो तुम इसका यक़ीन -2
April fool बनाया …
दिल से दिल की पहचान हुई जागी मुहब्बत गाने लगी ज़िन्दगी -2
हमने दुनिया में आ कर वो रूप धरा ज़िन्दा हुई आशिक़ी -2
April fool बनाया …
( April fool banāyā to unko gussā āyā
to merā kyā qasūr zamāne kā qasūr
jisne dastūr banāyā ) -2
April fool banāyā …
dilbar o jān-e-jānāṇ gusse ke rūp meṅ lagtī ho aur hasīn -2
terī qātil adā ne mār hī ḍālā kar lo tum iskā yaqīn -2
April fool banāyā …
dil se dil kī pahchān huī jāgī muhabbat gāne lagī zindgī -2
hamne duniyā meṅ ā kar vo rūp dharā zindā huī āśhiqī -2
April fool banāyā …