अपनी निगाह-ए-शौक़ के ... अरे मैने तुझको चाहा
अपनी निगाह-ए-शौक़ के क़ाबिल बना दिया
हमको दुआएँ दो तुम्हें क़ातिल बना दिया
अरे मैने तुझको चाहा ये है मेरी मेहरबानी
मैं गलियों का राजा तू महलों की रानी -2
अरे मैने तुझको …
मैने बदल डाला तेरी तक़दीर को
रंगों से भर डाला खाली तस्वीर को -2
बना डाली मैने तेरी ज़िन्दगानी
अरे मैने तुझको …
तू ख़ूबसूरत है तेरा ख़्याल है
जा मेरी आँखों का ये सब कमाल है
मेरे प्यार ने दी है तुझको जवानी
अरे मैने तुझको …
महलों में होगी बहुत धाक तेरी
गलियों में वरना क़दर ख़ाक़ तेरी
के मैं आग हूँ आग हूँ तू है पानी
अरे मैने तुझको …
apnī nigāh-e-śhauq ke qābil banā diyā
hamko duāeṇ do tumheṅ qātil banā diyā
are maine tujhko chāhā ye hai merī meharbānī
maiṅ galiyoṅ kā rājā tū mahloṅ kī rānī -2
are maine tujhko …
maine badal ḍālā terī taqdīr ko
raṅgoṅ se bhar ḍālā khālī tasvīr ko -2
banā ḍālī maine terī zindgānī
are maine tujhko …
tū khūbsūrat hai terā khyāl hai
jā merī āṇkhoṅ kā ye sab kamāl hai
mere pyār ne dī hai tujhko javānī
are maine tujhko …
mahloṅ meṅ hogī bahut dhāk terī
galiyoṅ meṅ varnā qadar khāq terī
ke maiṅ āg hūṇ āg hūṇ tū hai pānī
are maine tujhko …