Apnee adaa hai meree apnaa andaaz ... kahte hain log mujhe aashiq mijaaz्

अपनी अदा है मेरी अपना अन्दाज़ ... कहते हैं लोग मुझे आशिक़ मिजाज़्
Work
Year
Language

अपनी अदा है मेरी अपना अन्दाज़
कहते हैं लोग मुझे आशिक़ मिजाज़
चर्चे हैं मेरे हसीनों में आज
कहते हैं लोग मुझे …

मैं हुस्न की वादियों का परिन्दा
मेरे ही दम से मुझब्बत है ज़िंदा
मेरे ही सिर पे है उल्फ़त का ताज
कहते हैं लोग मुझे …

गलियों का भंवरा तू सौदाई है
आशिक़ नहीं तू हरजाई है
मैं जानती हूँ तेरा हर राज़
कहते हैं लोग मुझे …

माना कि हर दिल का अफ़साना हूँ
लेकिन मैं तेरा ही दीवाना हूँ
ऐसे न जाओ मुझसे हो के नाराज़
कहते हैं लोग मुझे …

apnī adā hai merī apnā andāz
kahte haiṅ log mujhe āśhiq mijāz
charche haiṅ mere hasīnoṅ meṅ āj
kahte haiṅ log mujhe …

maiṅ husn kī vādiyoṅ kā parindā
mere hī dam se mujhabbat hai ziṅdā
mere hī sir pe hai ulfat kā tāj
kahte haiṅ log mujhe …

galiyoṅ kā bhaṅvrā tū saudāī hai
āśhiq nahīṅ tū harjāī hai
maiṅ jāntī hūṇ terā har rāz
kahte haiṅ log mujhe …

mānā ki har dil kā afsānā hūṇ
lekin maiṅ terā hī dīvānā hūṇ
aise na jāo mujhse ho ke nārāz
kahte haiṅ log mujhe …