Title (Indic)कजरा लगा के गजरा सजा के बिजुरी गिरा के WorkApna Desh Year1972 LanguageHindi Credits Role Artist Music Rahul Dev Burman Performer Lata Mangeshkar Performer Kishore Kumar Writer Anand Bakshi LyricsHindiकि: कजरा लगा के गजरा सजा के बिजुरी गिरा के जइयो ना ल: नैन मिला के चैन चुरा के निंदिया उड़ा के जइयो ना कि: मुखड़ा न देखो दर्पण में झाँको ज़रा मेरे मन में ऐसे जिया पे छाई हो जैसे घटाएँ सावन में रात और दिन तुम्हरे बिन मन में और कौन है अब ज़िद छोड़ो न आगे-आगे दौड़ो दिल ना मेरा तोड़ो घुँघटा गिरा के मुखड़ा छिपा के बिजुरी गिरा के जइयो ना ल: नैन मिला के … छोड़ो मेरी हो ओ ज़ुल्मी छोड़ो मेरी कलाई को सुन लो मेरी दुहाई को क्यों छेड़ते हो रस्ते में लड़की किसी पराई को मेरा नाम हो बदनाम जो कोई देख ले चलो हटो जाओ जिया न धड़काओ देखो बाज आओ अपना बना के सपना दिखा के निंदिया उड़ा के जइयो ना कि: कजरा लगा के … Englishki: kajrā lagā ke gajrā sajā ke bijurī girā ke jaiyo nā la: nain milā ke chain churā ke niṅdiyā uṛā ke jaiyo nā ki: mukhaṛā na dekho darpaṇ meṅ jhāṇko zarā mere man meṅ aise jiyā pe chhāī ho jaise ghaṭāeṇ sāvan meṅ rāt aur din tumhre bin man meṅ aur kaun hai ab zid chhoṛo na āge-āge dauṛo dil nā merā toṛo ghuṇghṭā girā ke mukhaṛā chhipā ke bijurī girā ke jaiyo nā la: nain milā ke … chhoṛo merī ho o zulmī chhoṛo merī kalāī ko sun lo merī duhāī ko kyoṅ chheṛte ho raste meṅ laṛkī kisī parāī ko merā nām ho badnām jo koī dekh le chalo haṭo jāo jiyā na dhaṛkāo dekho bāj āo apnā banā ke sapnā dikhā ke niṅdiyā uṛā ke jaiyo nā ki: kajrā lagā ke …