zo: uṛan-khaṭole pe uṛ jāūṇ
tere hāth nā āūṇ
hāṇ āṇ āṇ
tere hāth nā āūṇ
śha: uṛan-khaṭole pe uṛ jāūṇ
tere hāth nā āūṇ
hāṇ āṇ āṇ
tere hāth nā āūṇ
dūr-dūr se karūṇ iśhāre
aur tujhko tarsāūṇ
chandā kī khiṛkī se jhākūṇ
jhākūṇ aur chhip jāūṇ
do: uṛan-khaṭole pe uṛ jāūṇ
tere hāth nā āūṇ
hāṇ āṇ āṇ
tere hāth nā āūṇ
zo: ho o o o
āyeṅ
āyeṅ aur ġhuzartī jāyeṅ
lambī-ūṇchī-nīchī rāheṅ
galiyāṇ aur bāzār
hāṇ āṇ āṇ
galiyāṇ aur bāzār
merā paiyā
merā paiyā aise bhāge
jaise moṭar-kār
do: bhāge sab sansār -2
śha: sūraj bhāge chandā bhāge
andhiyārā ujiyārā bhāge
dhartī dauṛe pīchhe ko
maiṅ āge baṛhtī jāūṇ
zo: terā hāth pakaṛ ke tujhko
dūr kahīṅ le jāūṇ
śha: maiṅ phir bhī hāth na āūṇ
phir bhī hāth na āūṇ
do: uṛan-khaṭole pe uṛ jāūṇ
tere hāth nā āūṇ
hāṇ āṇ āṇ
tere hāth nā āūṇ