अँखियों ने रात क्या जादू किया ... मैने कोई जादू नहीं किया
अँखियों ने रात क्या जादू किया क्या जादू किया क्या जादू किया
मैने कोई जादू नहीं किया तू ही मेरे पीछे आया पिया
अँखियाँ मिला के तू ने दिल को चुराया लूटा लूटा लूटा मेरा जिया ओह
शोख हसीना खुश्बू वाली चाँद भी तुझ पे मरता
इतनी हसीं हूँ चाँद बेचारा और भला क्या करता
चाँद की बातें चाँद पे छोड़ो अपनी बात बताओ
बिन बोले हर बात समझ लो यूँ ना पहेली बुझाओ
सोना सोना मैं हूँ सोना
इतना कह दो मेरी हो ना
अँखियां मिला के …
अँखियों ने रात क्या जादू किया
मैने कोई जादू नहीं किया
क्या जादू किया क्या जादू किया क्या जादू किया
इस महफ़िल में मेरे दिल में किस ने आग लगाई
आग लगाने वाली तुझे तड़पाने वाली मुझ को नज़र ना आई
छम छम पायल क्यूँ बजती है मुझ को ज़रा समझाओ
बात समझनी है जो तुम को पास मेरे आ जाओ
छू ना छू ना बइयाँ गोरी
दिल तू दे दे चोरी चोरी
अँखियां मिला के …
हो ओ ओ
aṇkhiyoṅ ne rāt kyā jādū kiyā kyā jādū kiyā kyā jādū kiyā
maine koī jādū nahīṅ kiyā tū hī mere pīchhe āyā piyā
aṇkhiyāṇ milā ke tū ne dil ko churāyā lūṭā lūṭā lūṭā merā jiyā oh
śhokh hasīnā khuśhbū vālī chāṇd bhī tujh pe martā
itnī hasīṅ hūṇ chāṇd bechārā aur bhalā kyā kartā
chāṇd kī bāteṅ chāṇd pe chhoṛo apnī bāt batāo
bin bole har bāt samajh lo yūṇ nā pahelī bujhāo
sonā sonā maiṅ hūṇ sonā
itnā kah do merī ho nā
aṇkhiyāṅ milā ke …
aṇkhiyoṅ ne rāt kyā jādū kiyā
maine koī jādū nahīṅ kiyā
kyā jādū kiyā kyā jādū kiyā kyā jādū kiyā
is mahafil meṅ mere dil meṅ kis ne āg lagāī
āg lagāne vālī tujhe taṛpāne vālī mujh ko nazar nā āī
chham chham pāyal kyūṇ bajtī hai mujh ko zarā samjhāo
bāt samajhnī hai jo tum ko pās mere ā jāo
chhū nā chhū nā baiyāṇ gorī
dil tū de de chorī chorī
aṇkhiyāṅ milā ke …
ho o o