अँखियों का नूर है तू अँखियों से दूर है तू
अँखियों का नूर है तू अँखियों से दूर है तू
फिर भी पुकारे चले जाएंगे तू आए न आए
फिर भी पुकारे …
दिल में पयाम तेरा लब पे है नाम तेरा
हो के दिवाने तेरे प्यार में लो आए जी आए
हो के दिवाने …
ओ मेरे हमराज़ कहां है मुझको दे आवाज़ कहां है
प्यार की आँखों से तुम देखो इश्क़ वहीं है प्यार जहां है
छुप छुप के आने वाले दिल को जलाने वाले
चुपके से आजा मेरे सामने
तू आजा रे आजा चुपके से आजा मेरे सामने
अँखियों का नूर …
इसलिए आया हूँ मैं छुप के देख के हमको दुनिया जले ना
प्यार की महफ़िल कितनी अनोखी नूर है लेकिन दीप जले ना
यादों के दाग़ ले के दिल के चराग़ ले के
कबसे खड़ा हूँ तेरे सामने
तू माने न माने कबसे खड़ा हूँ तेरे सामने
अँखियों का नूर …
aṇkhiyoṅ kā nūr hai tū aṇkhiyoṅ se dūr hai tū
phir bhī pukāre chale jāeṅge tū āe na āe
phir bhī pukāre …
dil meṅ payām terā lab pe hai nām terā
ho ke divāne tere pyār meṅ lo āe jī āe
ho ke divāne …
o mere hamrāz kahāṅ hai mujhko de āvāz kahāṅ hai
pyār kī āṇkhoṅ se tum dekho iśhq vahīṅ hai pyār jahāṅ hai
chhup chhup ke āne vāle dil ko jalāne vāle
chupke se ājā mere sāmne
tū ājā re ājā chupke se ājā mere sāmne
aṇkhiyoṅ kā nūr …
islie āyā hūṇ maiṅ chhup ke dekh ke hamko duniyā jale nā
pyār kī mahafil kitnī anokhī nūr hai lekin dīp jale nā
yādoṅ ke dāġh le ke dil ke charāġh le ke
kabse khaṛā hūṇ tere sāmne
tū māne na māne kabse khaṛā hūṇ tere sāmne
aṇkhiyoṅ kā nūr …