Ankhiyaan laraa laraaegee ... saade naal aaegee to life ban jaaegee

अँखियाँ लड़ा लड़ाएगी ... साडे नाल आएगी तो लिफ़े बन जाएगी
Work
Year
Language

अँखियाँ लड़ा लड़ाएगी
बतियाँ बढ़ा बढ़ाएगी
तेरी मेरी जोड़ी गर set हो जाएगी
साडे नाल आएगी तो life बन जाएगी
तेरी मेरी जोड़ी …

साड्डी love story में कोई villain न होगा
कोई रोने धोने का baby चलन न होगा
All time होगा धमाल प्यार नाल होगा
पप्पियाँ जफ्फियाँ दा मौसम बेमिसाल होगा
चरचे करा कराएगी जलवे दिखा दिखाएगी
तेरी मेरी जोड़ी …

मैं honey लै के आऊँगा तू चाँद बन के आना
हाय छत पे नी कुड़िये हम को honeymoon मनाना
प्यारी प्यारी बातें करना मस्तियाँ लुटाना
मिलन का मौसम आया है कैसा शरमाना
घुंघटा उठा उठाएगी दरपन दिखा दिखाएगी
तेरी मेरी जोड़ी …

इश्क़ में सोना चाँदी क्‌या करना है
इश्क़ में बेकार हीरा पन्ना है
इश्क़ में महबूब सच्चा गहना है
इश्क़ सच्चे यार की तमन्ना है

वारी वारी जाऊँ पुत्तर तेरी इस जवानी पे
तेरे दादा याद आए तेरी इस कहानी पे
उन का नाम रोशन करना वंश को बढ़ाना
करे जो नखरे दुल्हनिया प्यार से मनाना
दादी ये बात में दम है
पोता ना तेरा ये कम है
वादा है तू अगले साल परपोता खिलाएगी
साडे नाल आएगी …

aṇkhiyāṇ laṛā laṛāegī
batiyāṇ baṛhā baṛhāegī
terī merī joṛī gar set ho jāegī
sāḍe nāl āegī to life ban jāegī
terī merī joṛī …

sāḍḍī love story meṅ koī villain na hogā
koī rone dhone kā baby chalan na hogā
All time hogā dhamāl pyār nāl hogā
pappiyāṇ japhphiyāṇ dā mausam bemisāl hogā
charche karā karāegī jalve dikhā dikhāegī
terī merī joṛī …

maiṅ honey lai ke āūṇgā tū chāṇd ban ke ānā
hāy chhat pe nī kuṛiye ham ko honeymoon manānā
pyārī pyārī bāteṅ karnā mastiyāṇ luṭānā
milan kā mausam āyā hai kaisā śharmānā
ghuṅghṭā uṭhā uṭhāegī darpan dikhā dikhāegī
terī merī joṛī …

iśhq meṅ sonā chāṇdī k‌yā karnā hai
iśhq meṅ bekār hīrā pannā hai
iśhq meṅ mahbūb sachchā gahnā hai
iśhq sachche yār kī tamannā hai

vārī vārī jāūṇ puttar terī is javānī pe
tere dādā yād āe terī is kahānī pe
un kā nām rośhan karnā vaṅśh ko baṛhānā
kare jo nakhre dulhniyā pyār se manānā
dādī ye bāt meṅ dam hai
potā nā terā ye kam hai
vādā hai tū agle sāl parpotā khilāegī
sāḍe nāl āegī …