Ankhiyaan apnee chhupaa ke rakh gorie

अँखियाँ अपनी छुपा के रख गोरिए
Year
Language

अँखियाँ अपनी छुपा के रख गोरिए
ज़माना शराबी बन जाएगा
अँखियाँ अपनी छुपा …

मैं तो देखूँ मुख यार का मैं मर गया अल्लाह
ज़ुल्फ़ें रुख़ से हटा के रख गोरिए
ज़माना शराबी बन जाएगा
अँखियाँ अपनी छुपा …

देख के तेरे हुस्न का आलम
दिल है दीवाना तेरे नाम का मैं मर गया अल्लाह
पलकें यूँ न झुका के रख गोरिए
ज़माना शराबी बन जाएगा
अँखियाँ अपनी छुपा …

देख के तेरे हुस्न का आलम तेरी गली में आना जाना
काम यही है सुबह शाम का मैं मर गया अल्लाह
जलवे कुछ बचा के रख गोरिए
ज़माना शराबी बन जाएगा
अँखियाँ अपनी छुपा …

aṇkhiyāṇ apnī chhupā ke rakh gorie
zamānā śharābī ban jāegā
aṇkhiyāṇ apnī chhupā …

maiṅ to dekhūṇ mukh yār kā maiṅ mar gayā allāh
zulfeṅ rukh se haṭā ke rakh gorie
zamānā śharābī ban jāegā
aṇkhiyāṇ apnī chhupā …

dekh ke tere husn kā ālam
dil hai dīvānā tere nām kā maiṅ mar gayā allāh
palkeṅ yūṇ na jhukā ke rakh gorie
zamānā śharābī ban jāegā
aṇkhiyāṇ apnī chhupā …

dekh ke tere husn kā ālam terī galī meṅ ānā jānā
kām yahī hai subah śhām kā maiṅ mar gayā allāh
jalve kuchh bachā ke rakh gorie
zamānā śharābī ban jāegā
aṇkhiyāṇ apnī chhupā …