la: śhām dekho ḍhal rahī hai
paṅchhī dekho jā rahe hai
tū bhī chal mere saṅg o jīvan sāthī …
rafī: śhām dekho ḍhal rahī hai
paṅchhī dekho jā rahe hai
tū bhī chal mere saṅg o jīvan sāthī …
dono: śhām dekho ḍhal rahī hai
la: hai śhām ke āṇchal maiṅ, mastī hai bhīgī bhīgī
aur de rahī hai dhaṛkan, āvāz dhīmī dhīmī
āvāz dhīmī dhīmī
tū bhī chal mere saṅg o jīvan sāthī …
śhām dekho ḍhal …
rafī: ye nīl kamal sī āṇkheṅ, hai kājal bin kajrārī
hai (ras sambhalke ??) ye sundar pyārī pyārī
ye sundar pyārī pyārī
tū bhī chal mere saṅg o jīvan sāthī …
śhām dekho ḍhal …