Title (Indic)क़यामत आएगी एक रोज़ ... ज़ुल्फ़ों का रंगीं साया है WorkAnjaam Year1968 LanguageHindi Role Artist Credits Role Artist Music Ganesh Performer Mukesh Writer Qamar Jalalabadi LyricsHindi(active tab)EnglishHindiक़यामत आएगी एक रोज़ ज़ुल्फ़ों का रंगीं साया है तौबा ख़ुदाया तुम्हारी ये जवानी सलामत रहे ज़ुल्फ़ों का रंगीं साया … भीगी फ़िज़ाएं देखो चंचल हवाएं देखो दिल की सदा है यही चुप ना रहो जागे हैं अरमां मेरे मुखड़े पे गेसू तेरे दिन है कि रात बोलो कुछ तो कहो बोलो न बोलो हमसे कहेंगे ये तुमसे तुम्हारी ये जवानी … दुनिया में होंगे कई दिल को चुराने वाले तुमसा न देखा कोई माह-ए-नक़ाब दुनिया बनाने वाला तुझको बना के गोरी रूप बनाना हाय भूल गया तुम्हारा है ज़माना बना दो दीवाना तुम्हारी ये जवानी … हाय ये अदाएं तेरी तुझसे बहारें मेरी ग़ुल भी पुकारे तुझे बाद-ए-सबा बिगड़ी बनाना सीखो दिल को लगाना सीखो ज़ुल्फ़ें बनाना छोड़ो जान-ए-वफ़ा लबों पे सदा आएं हमारी दुआएं तुम्हारी ये जवानी … Englishqayāmat āegī ek roz zulfoṅ kā raṅgīṅ sāyā hai taubā khudāyā tumhārī ye javānī salāmat rahe zulfoṅ kā raṅgīṅ sāyā … bhīgī fizāeṅ dekho chaṅchal havāeṅ dekho dil kī sadā hai yahī chup nā raho jāge haiṅ armāṅ mere mukhaṛe pe gesū tere din hai ki rāt bolo kuchh to kaho bolo na bolo hamse kaheṅge ye tumse tumhārī ye javānī … duniyā meṅ hoṅge kaī dil ko churāne vāle tumsā na dekhā koī māh-e-naqāb duniyā banāne vālā tujhko banā ke gorī rūp banānā hāy bhūl gayā tumhārā hai zamānā banā do dīvānā tumhārī ye javānī … hāy ye adāeṅ terī tujhse bahāreṅ merī ġhul bhī pukāre tujhe bād-e-sabā bigaṛī banānā sīkho dil ko lagānā sīkho zulfeṅ banānā chhoṛo jān-e-vafā laboṅ pe sadā āeṅ hamārī duāeṅ tumhārī ye javānī …