Andekhee anjaanee see ... andekhaa anjaanaa saa

अन्देखी अन्जानी सी ... अन्देखा अन्जाना सा
Year
Language

हे हे हे हे हे ऐ हे हे हे आ हा हा हा
आ हाअ ला ला ला ला ला ल ला
अन्देखी अन्जानी सी पगली सी दीवानी सी
जाने वो कैसी होगी रे
चोरी से चुपके चुपके बैठी है दिल में छुपके
जाने वो कैसी होगी रे

अन्देखा अन्जाना सा पगला सा दीवाना सा
जाने वो कैसा होगा रे
चोरी से चुपके चुपके बैठा है दिल में छुपके
जाने वो कैसा होगा रे
हे अन्देखी अन्जानी सी …

मेरे खयालों में ना जाने कितनी तस्वीरें बनने लगीं
हे हे हे बस आसमानों पर दो दिलों की तकदीरें बनने लगीं
हो बिन देखे है ऐसी बेचैनी तौबा
ओय रब्बा देखा तो जाने क्‌या होगा
सपनों में आने वाली नींदें चुराने वाली
जाने वो कैसी होगी रे
हो पलकों के ऊपर नीचे दिल की धड़कन के पीछे
जाने वो कैसा होगा रे
अन्देखी अन्जानी सी …

ना जाने क्‌या होगा क्‌या ना होगा पहली मुलाकात में
हे हे हे कैसे छुपाऊँगी चाँद को मैं उस चाँदनी रात में
बस अब तो मैं उस का घूँघट खोलूँगा
चुपके से देखूँगा कुछ ना बोलूँगा
होय होय होय ये बेचैनी ओय ओय ओय ये बेताबी
जाने वो कैसा होगा रे
हो जिस को देखा ना बरसों देखूँगा मैं कल परसों
जाने वो कैसी होगी रे
अन्देखा अन्जान सा …

he he he he he ai he he he ā hā hā hā
ā hāa lā lā lā lā lā la lā
andekhī anjānī sī paglī sī dīvānī sī
jāne vo kaisī hogī re
chorī se chupke chupke baiṭhī hai dil meṅ chhupke
jāne vo kaisī hogī re

andekhā anjānā sā paglā sā dīvānā sā
jāne vo kaisā hogā re
chorī se chupke chupke baiṭhā hai dil meṅ chhupke
jāne vo kaisā hogā re
he andekhī anjānī sī …

mere khayāloṅ meṅ nā jāne kitnī tasvīreṅ banne lagīṅ
he he he bas āsmānoṅ par do diloṅ kī takdīreṅ banne lagīṅ
ho bin dekhe hai aisī bechainī taubā
oy rabbā dekhā to jāne k‌yā hogā
sapnoṅ meṅ āne vālī nīṅdeṅ churāne vālī
jāne vo kaisī hogī re
ho palkoṅ ke ūpar nīche dil kī dhaṛkan ke pīchhe
jāne vo kaisā hogā re
andekhī anjānī sī …

nā jāne k‌yā hogā k‌yā nā hogā pahlī mulākāt meṅ
he he he kaise chhupāūṇgī chāṇd ko maiṅ us chāṇdnī rāt meṅ
bas ab to maiṅ us kā ghūṇghaṭ kholūṇgā
chupke se dekhūṇgā kuchh nā bolūṇgā
hoy hoy hoy ye bechainī oy oy oy ye betābī
jāne vo kaisā hogā re
ho jis ko dekhā nā barsoṅ dekhūṇgā maiṅ kal parsoṅ
jāne vo kaisī hogī re
andekhā anjān sā …