Title (Indic)तू कहे अगर जीवनभर मैं गीत सुनाता जाऊँ WorkAndaz Year1971 LanguageHindi Credits Role Artist Music Naushad Performer Mukesh Writer Majrooh Sultanpuri LyricsHindiतू कहे अगर जीवनभर मैं गीत सुनाता जाऊँ मन-बीन बजाता जाऊँ और आग मैं अपने दिलकी हर दिल में लगाता जाऊँ दुख दर्द मिटाता जाऊँ, तू कहे अगर मैं साज़ हूँ तू सरगम है, देती जा सहारे मुझको मैं राग हूँ, तू बीना है, जिस दम तू पुकारे मुझको आवाज़ में तेरी हरदम आवाज़ मिलाता जाऊँ आकाश पे छाता जाऊँ, तू कहे अगर इन बोलों में तू ही तू है, मैं समझूं या तू जाने इनमें है कहानी मेरी, इनमें हैं तेरे अफ़साने तू साज़ उठा उल्फ़त का, मैं झूम के गाता जाऊँ सपनों को जगाता जाऊँ, तू कहे अगर Englishtū kahe agar jīvnabhar maiṅ gīt sunātā jāūṇ man-bīn bajātā jāūṇ aur āg maiṅ apne dilkī har dil meṅ lagātā jāūṇ dukh dard miṭātā jāūṇ, tū kahe agar maiṅ sāz hūṇ tū sargam hai, detī jā sahāre mujhko maiṅ rāg hūṇ, tū bīnā hai, jis dam tū pukāre mujhko āvāz meṅ terī hardam āvāz milātā jāūṇ ākāśh pe chhātā jāūṇ, tū kahe agar in boloṅ meṅ tū hī tū hai, maiṅ samjhūṅ yā tū jāne inmeṅ hai kahānī merī, inmeṅ haiṅ tere afsāne tū sāz uṭhā ulफ़t kā, maiṅ jhūm ke gātā jāūṇ sapnoṅ ko jagātā jāūṇ, tū kahe agr