उठाये जा उनके सितम और जिये जा
(उठाये जा उन के सितम और जिये जा
यूँ ही मुस्कुराए जा आँसू पिये जा ) - 2
उठाए जा उन के सीतम …
यही है मुहब्बत का दस्तूर ऐ दिल, दस्तूर ऐ दिल
वो गम दे तुझे तू दुआएं दिये जा
उठाये जा उन के सितम …
कभी वो नज़र जो समाई थी दिल में
समाई थी दिल में
उसी एक नज़र का सहारा लिये जा
उठाए जा उन के सितम …
सताए ज़माना या सितम ढाये दुनिया
सितम ढाये दुनिया
मगर तू किसी की तमन्ना किये जा
उठाये जा उन के सितम और जिये जा
यूँ ही मुस्कुराए जा आँसू पिये जा
उठाये जा उन के सितम …
(uṭhāye jā un ke sitam aur jiye jā
yūṇ hī muskurāe jā āṇsū piye jā ) - 2
uṭhāe jā un ke sītam …
yahī hai muhabbat kā dastūr ai dil, dastūr ai dil
vo gam de tujhe tū duāeṅ diye jā
uṭhāye jā un ke sitam …
kabhī vo nazar jo samāī thī dil meṅ
samāī thī dil meṅ
usī ek nazar kā sahārā liye jā
uṭhāe jā un ke sitam …
satāe zamānā yā sitam ḍhāye duniyā
sitam ḍhāye duniyā
magar tū kisī kī tamannā kiye jā
uṭhāye jā un ke sitam aur jiye jā
yūṇ hī muskurāe jā āṇsū piye jā
uṭhāye jā un ke sitam …