Title (Indic)झूम झूम के नाचो आज, गाओ खुशी के गीत WorkAndaz Year1949 LanguageHindi Credits Role Artist Music Naushad Performer Mukesh Writer Majrooh Sultanpuri LyricsHindiझूम झूम के नाचो आज गाओ खुशी के गीत आज किसी की हार हुई है, आज किसी की जीत कोई किसीकी आँख का तारा, जीवन साथी साजन प्यारा और कोई तकदीर का मारा, ढूँढ रहा है दिल का सहारा किसीको दिल का दर्द मिला है, किसीको मन का मीत देखो तो कितना खुश है जमाना, दिल में उमंगें लब पे तराना दिल जो दुखे आँसू ना बहाना, ये तो यहाँ का ढंग पुराना इस को मिटाना, उस को बनाना, इस नगरी की रीत Englishjhūm jhūm ke nācho āj gāo khuśhī ke gīt āj kisī kī hār huī hai, āj kisī kī jīt koī kisīkī āṇkh kā tārā, jīvan sāthī sājan pyārā aur koī takdīr kā mārā, ḍhūṇḍh rahā hai dil kā sahārā kisīko dil kā dard milā hai, kisīko man kā mīt dekho to kitnā khuśh hai jamānā, dil meṅ umaṅgeṅ lab pe tarānā dil jo dukhe āṇsū nā bahānā, ye to yahāṇ kā ḍhaṅg purānā is ko miṭānā, us ko banānā, is nagrī kī rīt