Title (Indic)झूम झूम के नाचो आज गाओ आज गाओ खुशी के गीत हो WorkAndaz Year1949 LanguageHindi Credits Role Artist Music Naushad Performer Mukesh Writer Majrooh Sultanpuri LyricsHindiझूम झूम के नाचो आज गाओ आज गाओ खुशी के गीत हो गाओ खुशी के गीत आज किसी की हार हुई है, आज किसी की जीत हो गाओ खुशी के गीत झूम झूम के … कोई किसी किसी की, आँख का तारा जीवन साथी, साजन प्यारा और कोई तक़दीर का मारा ढूँढ रहा है दिल का सहारा किसी को दिल का दर्द मिला है, किसी को मन का मीत हो गाओ खुशी के गीत झूम झूम के … देखो तो कितना, खुश है ज़माना दिल में तरंगे लब पे तराना बन्द आँख आँसू न बहाना ये तो यहाँ का ढंग पुराना इसको मिटाना उसको बनाना, इस नगरी की रीत हो गाओ खुशी के गीत झूम झूम के … Englishjhūm jhūm ke nācho āj gāo āj gāo khuśhī ke gīt ho gāo khuśhī ke gīt āj kisī kī hār huī hai, āj kisī kī jīt ho gāo khuśhī ke gīt jhūm jhūm ke … koī kisī kisī kī, āṇkh kā tārā jīvan sāthī, sājan pyārā aur koī taqdīr kā mārā ḍhūṇḍh rahā hai dil kā sahārā kisī ko dil kā dard milā hai, kisī ko man kā mīt ho gāo khuśhī ke gīt jhūm jhūm ke … dekho to kitnā, khuśh hai zamānā dil meṅ taraṅge lab pe tarānā band āṇkh āṇsū na bahānā ye to yahāṇ kā ḍhaṅg purānā isko miṭānā usko banānā, is nagrī kī rīt ho gāo khuśhī ke gīt jhūm jhūm ke …