Kisee se tum pyaar karo to phir izhaar karo

किसी से तुम प्यार करो तो फिर इज़हार करो
Work
Year
Language

कु: ( हे हे हे
हे हे हे हे हे हे हे ) -2
हे हे हे हे हे हे
किसी से तुम प्यार करो तो फिर इज़हार करो
कहीं न फिर देर हो जाए -2
किसी पे ऐतबार करो तो फिर इकरार करो
कहीं न फिर देर हो जाए -2
यही तो दिल चुराने का अन्दाज़ होता है हो हो हो हो हो
किसी से तुम प्यार …

मुहब्बत का ग़म है मिले जितना कम है
ये तो ज़माना नहीं जान पाएगा
मेरा जो सनम है ज़रा बेरहम है
देके मुझे वो दर्द मुस्कुराएगा
दिल को ऐसे दिलबर पे भी नाज़ होता है हो हो हो हो हो
किसी से तुम प्यार …

मुबारक समाँ है ख़ुशी का जहाँ है
ये दिन कोई तो नया गुल खिलाएगा
अ: नज़र से बयाँ है ये वो दास्ताँ है
चाहत को कैसे कोई भी छुपाएगा
आशिक़ों की आँखों में ये राज़ होता है हो हो हो हो हो
कु: किसी से तुम प्यार …
अ: किसी पे ऐतबार …

ku: ( he he he
he he he he he he he ) -2
he he he he he he
kisī se tum pyār karo to phir izhār karo
kahīṅ na phir der ho jāe -2
kisī pe aitbār karo to phir ikrār karo
kahīṅ na phir der ho jāe -2
yahī to dil churāne kā andāz hotā hai ho ho ho ho ho
kisī se tum pyār …

muhabbat kā ġham hai mile jitnā kam hai
ye to zamānā nahīṅ jān pāegā
merā jo sanam hai zarā beraham hai
deke mujhe vo dard muskurāegā
dil ko aise dilbar pe bhī nāz hotā hai ho ho ho ho ho
kisī se tum pyār …

mubārak samāṇ hai khuśhī kā jahāṇ hai
ye din koī to nayā gul khilāegā
a: nazar se bayāṇ hai ye vo dāstāṇ hai
chāhat ko kaise koī bhī chhupāegā
āśhiqoṅ kī āṇkhoṅ meṅ ye rāz hotā hai ho ho ho ho ho
ku: kisī se tum pyār …
a: kisī pe aitbār …