Title (Indic)वो चांद खिला, वो तारें हसे, ये रात अजब मतवाली है WorkAnari Year1959 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Mukesh Performer Lata Mangeshkar Writer Shailendra LyricsHindiवो चाँद खिला, वो तारें हसे, ये रात अजब मतवारी है समझने वाले समझ गये है, ना समझे वो अनाड़ी है चाँदी की चमकती राहें, वो देखो झूम झूम के बुलाए किरणों ने पसारी बाहें के अरमां नाच नाच लहराए बाजे दिल के तार, गाए ये बहार, उभरे है प्यार जीवन में किरणों ने चुनरीया तानी, बहारे किस पे आज है दीवानी चंदा की चाल मस्तानी, है पागल जिस पे रात की रानी तारों का जाल ले ले दिल निकाल पूछो ना हाल मेरे दिल का Englishvo chāṇd khilā, vo tāreṅ hase, ye rāt ajab matvārī hai samajhne vāle samajh gaye hai, nā samjhe vo anāṛī hai chāṇdī kī chamaktī rāheṅ, vo dekho jhūm jhūm ke bulāe kirṇoṅ ne pasārī bāheṅ ke armāṅ nāch nāch lahrāe bāje dil ke tār, gāe ye bahār, ubhre hai pyār jīvan meṅ kirṇoṅ ne chunrīyā tānī, bahāre kis pe āj hai dīvānī chaṅdā kī chāl mastānī, hai pāgal jis pe rāt kī rānī tāroṅ kā jāl le le dil nikāl pūchho nā hāl mere dil kā