Title (Indic)सबकुछ सिखा हमने ना सिखी होशियारी WorkAnari Year1959 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Mukesh Writer Shailendra LyricsHindiसबकुछ सीखा हमने, ना सीखी होशियारी सच है दुनियावालों के हम हैं अनाड़ी दुनिया ने कितना समझाया, कौन है अपना कौन पराया फिर भी दिलकी चोट छूपाकर, हमने आपका दिल बहलाया खुद ही मर मिटने की ये ज़िद है हमारी दिलका चमन उजडते देखा, प्यार का रंग उतरते देखा हमने हर जीनेवाले को धन दौलत पे मरते देखा दिल पे मरनेवाले मरेंगे भिकारी असली नकली चेहरे देखे, दिल पे सौ सौ पहरे देखे मेरे दुखते दिल से पूछो, क्या क्या ख्वाब सुनहरे देखे टूटा जिस तारे पे नज़र थी हमारी Englishsabkuchh sīkhā hamne, nā sīkhī hośhiyārī sach hai duniyāvāloṅ ke ham haiṅ anāṛī duniyā ne kitnā samjhāyā, kaun hai apnā kaun parāyā phir bhī dilkī choṭ chhūpākar, hamne āpkā dil bahlāyā khud hī mar miṭne kī ye zid hai hamārī dilkā chaman ujaḍte dekhā, pyār kā raṅg utarte dekhā hamne har jīnevāle ko dhan daulat pe marte dekhā dil pe marnevāle mareṅge bhikārī aslī naklī chehre dekhe, dil pe sau sau pahre dekhe mere dukhte dil se pūchho, kyā kyā khvāb sunahre dekhe ṭūṭā jis tāre pe nazar thī hamārī