Title (Indic)बन के पंछी गाएँ प्यार का तराना WorkAnari Year1959 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Lata Mangeshkar Writer Hasrat Jaipuri LyricsHindiल: बन के पंछी गाएँ प्यार का तराना -2 मिल जाए अगर आज कोई साथी मस्ताना -2 तो झूमें ये धरती और झूमे आसमाँ हो को: बन के पंछी … ल: आईं हसीनों की टोलियाँ -2 को: आ हा हा ल: बोलें पिया-मिलन की बोलियाँ मंज़िल पे आए कोई नैना मिलाए कोई भर दे ये उल्फ़त की झोलियाँ को: मंज़िल पे आए … ल: बन के पंछी … को: बन के पंछी … ल: खेतों पे छाईं जवानियाँ -2 को: आ हा हा ल: पत्तों पे लिखीं कहानियाँ फूलों की डाल जैसे रंगीं रुमाल कोई दे-दे हमें भी निशानियाँ को: पत्तों पे लिखीं … ल: बन के पंछी … को: फूलों की डाल … Englishla: ban ke paṅchhī gāeṇ pyār kā tarānā -2 mil jāe agar āj koī sāthī mastānā -2 to jhūmeṅ ye dhartī aur jhūme āsmāṇ ho ko: ban ke paṅchhī … la: āīṅ hasīnoṅ kī ṭoliyāṇ -2 ko: ā hā hā la: boleṅ piyā-milan kī boliyāṇ maṅzil pe āe koī nainā milāe koī bhar de ye ulfat kī jholiyāṇ ko: maṅzil pe āe … la: ban ke paṅchhī … ko: ban ke paṅchhī … la: khetoṅ pe chhāīṅ javāniyāṇ -2 ko: ā hā hā la: pattoṅ pe likhīṅ kahāniyāṇ phūloṅ kī ḍāl jaise raṅgīṅ rumāl koī de-de hameṅ bhī niśhāniyāṇ ko: pattoṅ pe likhīṅ … la: ban ke paṅchhī … ko: phūloṅ kī ḍāl …