Title (Indic)दुनिया में नहीं ... ज़माना सच कहता है WorkAmber Year1952 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ghulam Mohammed Performer Mohammad Rafi Performer Lata Mangeshkar Writer Shakeel Badayuni LyricsHindiल: दुनिया में -2 दुनिया में नहीं कोई यार वफ़ादार ज़माना सच कहता है -2 यहाँ करना किसी से प्यार है बेकार ज़माना सच कहता है -2 र: दुख-दर्द का है बाज़ार ये संसार ज़माना सच कहता है -2 मिलना है यहाँ दुश्वार दिल को करार ज़माना सच कहता है -2 ल: कर गये वो भी हमसे किनारा जिअन्को बसाया मन में प्यार की बाज़ी जीत सका है कोई न इस जीवन में -2 होती है यहाँ हर बार दिल की हार ज़माना सच कहता है -2 र: क़िसमत ने मजबूर बनाकर छीन लिया सुख हमसे काया इस क़ैद में आ कर कौन बचा है ग़म से -2 चलते हैं यहाँ पर वार ग़म के हज़ार ज़माना सच कहता है -2 ल: दुनिया में नहीं कोई यार वफ़ादार ज़माना सच कहता है -2 Englishla: duniyā meṅ -2 duniyā meṅ nahīṅ koī yār vafādār zamānā sach kahtā hai -2 yahāṇ karnā kisī se pyār hai bekār zamānā sach kahtā hai -2 ra: dukh-dard kā hai bāzār ye saṅsār zamānā sach kahtā hai -2 milnā hai yahāṇ duśhvār dil ko karār zamānā sach kahtā hai -2 la: kar gaye vo bhī hamse kinārā jianko basāyā man meṅ pyār kī bāzī jīt sakā hai koī na is jīvan meṅ -2 hotī hai yahāṇ har bār dil kī hār zamānā sach kahtā hai -2 ra: qismat ne majbūr banākar chhīn liyā sukh hamse kāyā is qaid meṅ ā kar kaun bachā hai ġham se -2 chalte haiṅ yahāṇ par vār ġham ke hazār zamānā sach kahtā hai -2 la: duniyā meṅ nahīṅ koī yār vafādār zamānā sach kahtā hai -2