Title (Indic)मेरे मन का बावरा पंछी क्यों बार बार डोले WorkAmar Deep Year1958 LanguageHindi Credits Role Artist Music C. Ramchandra Performer Lata Mangeshkar LyricsHindiमेरे मन का बावरा पंछी क्यों बार बार डोले सपनों में आज किस का रह रह के प्यार डोले किस के ख़याल में ये नज़रें झुकी झुकी हैं देखो इधर भी लब पर आहें रुकी रुकी हैं तुम हो क़रार जिस दिल का वो ही बेक़रार डोले दिल को लगन है उसकी, मीठी नज़र है जिसकी हम पास हैं तुम्हारे फिर दिल में याद है किसकी तुम जो नज़र मिलाओ दिल में बहार डोले कब से खड़े हुये हैं कह दो तो लौट जाये तुम्हे दूर ही से देखें हरगिज ना पास आये आँखों में ज़िंदगीभर तक तेरा इंतज़ार डोले Englishmere man kā bāvrā paṅchhī kyoṅ bār bār ḍole sapnoṅ meṅ āj kis kā rah rah ke pyār ḍole kis ke khayāl meṅ ye nazreṅ jhukī jhukī haiṅ dekho idhar bhī lab par āheṅ rukī rukī haiṅ tum ho qarār jis dil kā vo hī beqrār ḍole dil ko lagan hai uskī, mīṭhī nazar hai jiskī ham pās haiṅ tumhāre phir dil meṅ yād hai kiskī tum jo nazar milāo dil meṅ bahār ḍole kab se khaṛe huye haiṅ kah do to lauṭ jāye tumhe dūr hī se dekheṅ hargij nā pās āye āṇkhoṅ meṅ ziṅdgībhar tak terā iṅtazār ḍole