अल्लाह जाने मैं हूँ कौन क्या है मेरा नाम्
अल्लाह जाने मैं हूँ कौन क्या है मेरा नाम
चाहे कह लो अलाह दीन, चाहे राधेश्याम
मैं यार जिन दिनों में बम्बई में था मौजूद
आते जाते लोग समझते थे मुझको महमूद
आऽ फिर भी मिला न कोई फ़िल्मों में काम
चाहे कह लो अलाह दीन, चाहे राधेश्याम …
सूरत है जंगली जैसी आवारा जैसे बाल
मेरे बारे में इस दुनियाँ का है ये ख़याल
आऽ परियाँ समझती हैं मुझे गुलफ़ाम
चाहे कह लो अलाह दीन, चाहे राधेश्याम …
देखी है सारी दुनियाँ मेरी है ये तारीफ़
अब मैं अपने गाँव वापस लाया हूँ तशरीफ़
सुबह का भुला घर लौट आया शाम
चाहे कह लो अलाह दीन, चाहे राधेश्याम …
allāh jāne maiṅ hūṇ kaun kyā hai merā nām
chāhe kah lo alāh dīn, chāhe rādheśhyām
maiṅ yār jin dinoṅ meṅ bambaī meṅ thā maujūd
āte jāte log samajhte the mujhko mahmūd
ā' phir bhī milā na koī filmoṅ meṅ kām
chāhe kah lo alāh dīn, chāhe rādheśhyām …
sūrat hai jaṅglī jaisī āvārā jaise bāl
mere bāre meṅ is duniyāṇ kā hai ye khayāl
ā' pariyāṇ samajhtī haiṅ mujhe gulafām
chāhe kah lo alāh dīn, chāhe rādheśhyām …
dekhī hai sārī duniyāṇ merī hai ye tārīf
ab maiṅ apne gāṇv vāpas lāyā hūṇ taśhrīf
subah kā bhulā ghar lauṭ āyā śhām
chāhe kah lo alāh dīn, chāhe rādheśhyām …