Allaah allaah tareef teree ... hairaan hain ham bhee

अल्लाह अल्लाह तरीफ़ तेरी ... हैराँ हैं हम भी
Year
Language

आ ना ना आ ना आ ना आ आ आ
अल्लाह अल्लाह तरीफ़ तेरी अल्लाह अल्लाह
क्‌या सूरत तूने बनाई हाय
हैराँ है सारी खुदाई हाय
हैराँ हैं हम भी देख के तेरी कारीगरी
अल्लाह अल्लाह …

मस्तानी आँखों से छलकता नशा
पलकों के साए में सिमटती हया
ज़ुल्फ़ों में सावन की बरसती घटा
देखी कहीं न कभी ऐसी अदा
हल्की सी झलक जो पाई हाय
महफ़िल में क़यामत आई हाय
हैराँ हैं हम भी …

चेहरों पे तारों का नया नूर है
जलवा जो देखे वो कहे हूर है
सारे जहाँ में चर्चा मशहूर है
ये तो किसी के इश्क़ में चूर है
खुश्बू बन के लहराई हाय
साँसों में आ के समाई हाय
हैराँ हैं हम भी …

तुम तननननन न दुम तननननन न दुम तनननन
दुम तन दुम तन दुम त दुम त दुम तननन
आ आ चिलमन के पीछे से भी दीदार दे
जो आशिक़ी पे ज़िंदगी वार दे
हमने ये कसम है खाई हाय
ना सहनी हमें जुदाई हाय
हैराँ हैं हम भी …

ā nā nā ā nā ā nā ā ā ā
allāh allāh tarīf terī allāh allāh
k‌yā sūrat tūne banāī hāy
hairāṇ hai sārī khudāī hāy
hairāṇ haiṅ ham bhī dekh ke terī kārīgrī
allāh allāh …

mastānī āṇkhoṅ se chhalaktā naśhā
palkoṅ ke sāe meṅ simaṭtī hayā
zulfoṅ meṅ sāvan kī barastī ghaṭā
dekhī kahīṅ na kabhī aisī adā
halkī sī jhalak jo pāī hāy
mahafil meṅ qayāmat āī hāy
hairāṇ haiṅ ham bhī …

chehroṅ pe tāroṅ kā nayā nūr hai
jalvā jo dekhe vo kahe hūr hai
sāre jahāṇ meṅ charchā maśhhūr hai
ye to kisī ke iśhq meṅ chūr hai
khuśhbū ban ke lahrāī hāy
sāṇsoṅ meṅ ā ke samāī hāy
hairāṇ haiṅ ham bhī …

tum tananananan na dum tananananan na dum tanananan
dum tan dum tan dum ta dum ta dum tananan
ā ā chilman ke pīchhe se bhī dīdār de
jo āśhiqī pe ziṅdgī vār de
hamne ye kasam hai khāī hāy
nā sahnī hameṅ judāī hāy
hairāṇ haiṅ ham bhī …