śhām ṛhale khiṛkī tale
tum siṭī bajānā chhoṛ do
ghaṛī ghaṛī khiṛkī meṅ khaṛī
tum tīr chalānā chhoṛ do
roज़ roज़ tum merī galī meṅ chakkar kyoṅ ho kāṇṭte
ajī chakkar kyoṅ ho kāṇṭte
sachchī sachchī bāt kahūṇ maiṅ, ajī tumhāre vāste
jāo jāo hośh meṅ āo, yūṇ ānā jānā chhoṛ do
mujhse tumhe kyā matalab hai ye bāt jarā batlāo
bāt phakat itnīsī hai, tum merī ho jāo
āo, āo, tum merī ho jāo
aisī bāteṅ apne dil meṅ sāheb tum lānā chhoṛ do
chār mahīne mehnat kī hai ajī raṅg kabhī to lāegī
jāo jāo jī yahāṇ tumhārī dāl kabhī galne nā pāegī
dilvāloṅ matvāloṅ par tum raub jamānā chhoṛ do