Ak‌sar is duniyaa men anjaane milte hain

अक्‌सर इस दुनिया में अंजाने मिलते हैं
Work
Year
Language

अक्‌सर इस दुनिया में अंजाने मिलते हैं
अंजानी राहों में मिल के खो जाते हैं
लेकिन हमेशा वो याद आते हैं
अक्‌सर इस दुनिया में …

आँखों से बात होती है
धड़कन भी साथ होती है
कोई ना समझे ये इश्क़ की ज़ुबां
धीरे धीरे से वो दिल में बस जाते हैं
चोरी चोरी से वो दिल को चुराते हैं
फिर एक दिन वो बिछड़ जाते हैं
अक्‌सर इस दुनिया में …

तर रम पम तार पम ता रा रा रा रा रा
ये दिल तो प्यार मांगे है
सच्चा दिलदार मांगे हैं
जानें मोहब्बत मिले किसे कहां
जब ऐसी रातों में दीवाने मिलते हैं
नज़रें टकराती हैं फिर दिल धड़कते हैं
चाहत के अफ़साने बन जाते हैं
अक्‌सर इस दुनिया में …

ak‌sar is duniyā meṅ aṅjāne milte haiṅ
aṅjānī rāhoṅ meṅ mil ke kho jāte haiṅ
lekin hameśhā vo yād āte haiṅ
ak‌sar is duniyā meṅ …

āṇkhoṅ se bāt hotī hai
dhaṛkan bhī sāth hotī hai
koī nā samjhe ye iśhq kī zubāṅ
dhīre dhīre se vo dil meṅ bas jāte haiṅ
chorī chorī se vo dil ko churāte haiṅ
phir ek din vo bichhaṛ jāte haiṅ
ak‌sar is duniyā meṅ …

tar ram pam tār pam tā rā rā rā rā rā
ye dil to pyār māṅge hai
sachchā dildār māṅge haiṅ
jāneṅ mohabbat mile kise kahāṅ
jab aisī rātoṅ meṅ dīvāne milte haiṅ
nazreṅ ṭakrātī haiṅ phir dil dhaṛakte haiṅ
chāhat ke afsāne ban jāte haiṅ
ak‌sar is duniyā meṅ …