Ak‌kar bak‌kar bambe bo ik larkee aur aashiq sau

अक्‌कड़ बक्‌कड़ बम्बे बो इक लड़की और आशिक़ सौ
Year
Language

अक्‌कड़ बक्‌कड़ बम्बे बो इक लड़की और आशिक़ सौ
सबको दीवाना कर दूंगी ज़रा रात के बारा बजने दो
अक्‌कड़ बक्‌कड़ अक्‌कड़ बक्‌कड़
अक्‌कड़ बक्‌कड़ बम्बे बो …

अरे बारा बजे का मतलब अइसा वइसा न समझना
उस वक़्त मेरे ख्वाबों में आता है मेरा सजना
दिल से दिल मिल जाएंगे ज़रा घड़ी की सुईयां मिलने दो
अक्‌कड़ बक्‌कड़ बम्बे बो …

ये उम्र है मेरी सोला मन पंछी सा है भोला
मैं देख रही हूँ सबको दिल सबका डोला डोला
फ़ुर्र से मैं उड़ जाऊंगी इक बार तो मौक़ा मिलने दो
अक्‌कड़ बक्‌कड़ बम्बे बो …

ak‌kaṛ bak‌kaṛ bambe bo ik laṛkī aur āśhiq sau
sabko dīvānā kar dūṅgī zarā rāt ke bārā bajne do
ak‌kaṛ bak‌kaṛ ak‌kaṛ bak‌kaṛ
ak‌kaṛ bak‌kaṛ bambe bo …

are bārā baje kā matalab aisā vaisā na samajhnā
us vaqt mere khvāboṅ meṅ ātā hai merā sajnā
dil se dil mil jāeṅge zarā ghaṛī kī suīyāṅ milne do
ak‌kaṛ bak‌kaṛ bambe bo …

ye umr hai merī solā man paṅchhī sā hai bholā
maiṅ dekh rahī hūṇ sabko dil sabkā ḍolā ḍolā
furr se maiṅ uṛ jāūṅgī ik bār to mauqā milne do
ak‌kaṛ bak‌kaṛ bambe bo …