अखियां मिलाऊं कभी अखियां चुराऊं
अखियां मिलाऊं कभी अखियां चुराऊं क्या तूने किया जादू
कभी घबराऊं कभी गले लग जाऊं मेरा खुद पे नहीं क़ाबू
बिना पायल के ही बजे घुंघरू
अखियां मिलाए कभी अखियां चुराए क्या मैने किया जादू
कभी घबराए कभी गले लग जाए तेरा खुद पे नहीं क़ाबू
बिना पायल के ही बजे घुंघरू
ऐसे तो दीवाने मुझे प्यार न कर आती है शरम दीदार न कर
चैन चुरा के तकरार न कर तुझको कसम इन्कार न कर
तेरे अरमानों में संवर गई मैं
तूने मुझे देखा तो निखर गई मैं
अखियां मिलाऊं कभी …
मेरी जान-ए-जानां क्या चीज़ है तू
मुझको तो जां से अज़ीज़ है तू
इतनी न कर तारीफ़ मेरी
जानूं मैं तो जानूं चाहत क्या तेरी
तेरी उल्फ़त का नशा छा गया
कुछ भी हो जान-ए-जां मज़ा आ गया
धीरे धीरे दुनिया से दूर हुई
इश्क़ में तेरे मैं तो चूर हुई
अखियां मिलाऊं कभी …
akhiyāṅ milāūṅ kabhī akhiyāṅ churāūṅ kyā tūne kiyā jādū
kabhī ghabrāūṅ kabhī gale lag jāūṅ merā khud pe nahīṅ qābū
binā pāyal ke hī baje ghuṅghrū
akhiyāṅ milāe kabhī akhiyāṅ churāe kyā maine kiyā jādū
kabhī ghabrāe kabhī gale lag jāe terā khud pe nahīṅ qābū
binā pāyal ke hī baje ghuṅghrū
aise to dīvāne mujhe pyār na kar ātī hai śharam dīdār na kar
chain churā ke takrār na kar tujhko kasam inkār na kar
tere armānoṅ meṅ saṅvar gaī maiṅ
tūne mujhe dekhā to nikhar gaī maiṅ
akhiyāṅ milāūṅ kabhī …
merī jān-e-jānāṅ kyā chīz hai tū
mujhko to jāṅ se azīz hai tū
itnī na kar tārīf merī
jānūṅ maiṅ to jānūṅ chāhat kyā terī
terī ulfat kā naśhā chhā gayā
kuchh bhī ho jān-e-jāṅ mazā ā gayā
dhīre dhīre duniyā se dūr huī
iśhq meṅ tere maiṅ to chūr huī
akhiyāṅ milāūṅ kabhī …