Title (Indic)आग लग जाए कहीं पर तो धुआं उठता है WorkAkayla Year1991 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Alka Yagnik Writer Anand Bakshi LyricsHindiआग लग जाए कहीं पर तो धुआं उठता है उड़ जाती है खबर इश्क़ हो जाये अगर तो कहां छिपता है कहते हैं लोग मोहब्बत में ये दिल जब दिल से मिलता है इक फूल सा दिल में खिलता है आग लग जाए कहीं पर … जब सामने वो आ जाए तो ये साँस ज़रा रुक जाती है ये आँख ज़रा झुक जाती है बेसबब यूं ही ये सर ऐसे कहां झुकता है आग लग जाए कहीं पर … इस इश्क़ की क्या तारीफ़ करूं दिल का इक अरमान है ये अरमान नहीं तूफ़ान है ये रोकने से भी ये तूफ़ान कहां रुकता है आग लग जाए कहीं पर … Englishāg lag jāe kahīṅ par to dhuāṅ uṭhtā hai uṛ jātī hai khabar iśhq ho jāye agar to kahāṅ chhiptā hai kahte haiṅ log mohabbat meṅ ye dil jab dil se miltā hai ik phūl sā dil meṅ khiltā hai āg lag jāe kahīṅ par … jab sāmne vo ā jāe to ye sāṇs zarā ruk jātī hai ye āṇkh zarā jhuk jātī hai besbab yūṅ hī ye sar aise kahāṅ jhuktā hai āg lag jāe kahīṅ par … is iśhq kī kyā tārīf karūṅ dil kā ik armān hai ye armān nahīṅ tūfān hai ye rokne se bhī ye tūfān kahāṅ ruktā hai āg lag jāe kahīṅ par …