अजी रूठ कर अब कहाँ जाइएगा
लता: अजी रूठ कर अब कहाँ जाइयेगा
(रफ़ी: अजी हमसे बचकर कहाँ जाइयेगा)
जहाँ जाइयेगा हमें पाइयेगा
निगाहों में छुपकर दिखाओ तो जानें
ख़यालों में भी तुम न आओ तो जानें
अजी लाख परदे में छुप जाइयेगा
नज़र आइयेगा नज़र आइयेगा
जो दिल में हैं होठों पे लाना भी मुश्किल
मगर उसको दिल में छुपाना भी मुश्किल
नज़र की ज़ुबाँ को समझ जाइयेगा
समझ कर ज़रा गौर फ़रमाइयेगा
ये कैसा नशा हैं ये कैसा असर हैं
न काबू में दिल हैं न बस में जिगर हैं
ज़रा होश आ ले फिर जाइयेगा
ठहर जाइयेगा ठहर जाइयेगा
latā: ajī rūṭh kar ab kahāṇ jāiyegā
(rafī: ajī hamse bachkar kahāṇ jāiyegā)
jahāṇ jāiyegā hameṅ pāiyegā
nigāhoṅ meṅ chhupkar dikhāo to jāneṅ
khayāloṅ meṅ bhī tum na āo to jāneṅ
ajī lākh parde meṅ chhup jāiyegā
nazar āiyegā nazar āiyegā
jo dil meṅ haiṅ hoṭhoṅ pe lānā bhī muśhkil
magar usko dil meṅ chhupānā bhī muśhkil
nazar kī zubāṇ ko samajh jāiyegā
samajh kar zarā gaur farmāiyegā
ye kaisā naśhā haiṅ ye kaisā asar haiṅ
na kābū meṅ dil haiṅ na bas meṅ jigar haiṅ
zarā hośh ā le phir jāiyegā
ṭhahar jāiyegā ṭhahar jāiyegā